SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tual"
Ghazal MATCHES FOR ".tual"
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dhuup hii dhuup huu.n mai.n TuuT ke barso mujh par
is qadar barso mirii ruuh me.n jal-thal kar do
Wasi Shah
Ghazal
shaa.istagii-e-Gam ke sabab aa.nkho.n ke sahraa
namnaak to ho jaate hai.n jal-thal nahii.n hote
Ahmad Faraz
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
ham aise saada-dilo.n ko vo dost ho ki KHudaa
sabhii ne vaada-e-fardaa pe Taal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
kyuu.n na tashbiih use zulf se de.n aashiq-e-zaar
vaaqa.ii tuul-e-shab-e-hijr balaa hotaa hai
Mirza Raza Barq
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
baarish vo barastii hai ki bhar jaate hai.n jal-thal
dekho to kahii.n abr kaa Tuk.Daa nahii.n hotaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
zamaa.n makaa.n the mire saamne bikharte hu.e
mai.n Dher ho gayaa tuul-e-safar se Darte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
mere ashko.n ne ka.ii aa.nkho.n me.n jal-thal kar diyaa
ek paagal ne bahut logo.n ko paagal kar diyaa
Rahat Indori
Ghazal
baras kuchh aur mirii jaan TuuT ke mujh par
ye KHitta jism kaa jal-thal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer nayab
Ghazal
ye chhoTe chhoTe ka.ii havaadis jo ho rahe hai.n
kisii ke sar se ba.Dii musiibat na Tal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
aavaara hai phir koh-e-nidaa par jo bashaarat
tamhiid-e-masarrat hai ki tuul-e-shab-e-Gam hai