SEARCH RESULTS
Showing search results for ".tual"
Nazm MATCHES FOR ".tual"
Nazm
shikwa
Tal na sakte the agar jang me.n a.D jaate the
paa.nv shero.n ke bhii maidaa.n se ukha.D jaate the
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tum apne husn kii ra.anaa.iyo.n pe rahm karo
vafaa fareb hai tuul-e-havas hai kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
jashn-e-ghaalib
jo vaada-e-fardaa par ab Tal nahii.n sakte hai.n
mumkin hai ki kuchh arsa is jashn pe Tal jaa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
zohd aur rindi
al-qissa bahut tuul diyaa vaaz ko apne
taa-der rahii aap kii ye naGz-bayaanii
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
ye be-KHudii-e-musarrat ye vaalihaana raqs
ye taal-sam ye chhamaa-chham ki kaan bajte hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nai tahzib
bahut ho.nge muGannii naGma-e-taqliid europe ke
magar bejo.D ho.nge is liye be-taal-o-sam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
roTiyan
gulzaar phuule aa.nkho.n me.n aur aish tul ga.e
do tar nivaale peT me.n jab aa ke Dhul ga.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
vaqt kaa farmaan apnaa ruKH badal saktaa nahii.n
maut Tal saktii hai ab farmaan Tal saktaa nahii.n
Josh Malihabadi
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
be-zarii apnii sadaaqat ko parakhtii hii rahii
tal gayaa husn zar-o-siim kii miizaano.n me.n
Qateel Shifai
Nazm
munajat-e-bewa
tujh se hai.n sab tujh saa nahii.n ko.ii
jot hai terii jal aur thal me.n