SEARCH RESULTS
Showing search results for ".usrs"
Ghazal MATCHES FOR ".usrs"
Ghazal
ai ruuh-e-asr jaag kahaa.n so rahii hai tuu
aavaaz de rahe hai.n payambar saliib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tuu aasmaan kii suurat hai gar pa.Degaa kabhii
zamii.n huu.n mai.n bhii magar tujh ko aasraa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
nayaa hai shahr na.e aasre talaash karuu.n
tuu kho gayaa hai kahaa.n ab tujhe talaash karuu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye butaan-e-asr-e-haazir ki bane hai.n madrase me.n
na adaa-e-kaafiraana na taraash-e-aazraana
Allama Iqbal
Ghazal
shikasta-haal saa be-aasraa saa lagtaa hai
ye shahr dil se ziyaada dukhaa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
ishq afsurda nahii.n aaj bhii afsurda bahut
vahii kam kam asr-e-soz-e-nihaa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kam se kam thaa ik tarah kaa aasraa iqraar tak
lekin un ko saaf ab inkaar karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
be-amaa.n thaa aap lekin mo.ajaza hai ye 'riyaaz'
haala-e-shafqat thaa us ko aasraa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
sutuun-e-reg na Thahraa 'adiim' chhat ke tale
mai.n Dah gayaa huu.n KHud apne ko aasraa de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
tumhaare daaman-e-ra.ngii.n kaa aasraa le kar
chaman ke mast nazaaro.n se khel saktaa huu.n