SEARCH RESULTS
Showing search results for ".usrs"
Nazm MATCHES FOR ".usrs"
Nazm
jawab-e-shikwa
kashti-e-haq kaa zamaane me.n sahaaraa tuu hai
asr-e-nau-raat hai dhundlaa saa sitaaraa tuu hai
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
qalandaraan-e-vafaa kii asaas to dekho
tumhaare saath hai kaun aas-paas to dekho
Ahmad Faraz
Nazm
masjid-e-qurtuba
ishq kii taqviim me.n asr-e-ravaa.n ke sivaa
aur zamaane bhii hai.n jin kaa nahii.n ko.ii naam
Allama Iqbal
Nazm
aao ki koi KHwab bunen
ye KHvaab hii to apnii javaanii ke paas the
ye KHvaab hii to apne amal kii asaas the
Sahir Ludhianvi
Nazm
fankar
aaj dukkaan pe niilaam uThegaa un kaa
tuu ne jin giito.n pe rakhii thii mohabbat kii asaas
Sahir Ludhianvi
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
kuchh silaa.ii ke kisii kaam me.n masruuf hai.n yuu.n
jaise ye kaam hai dar-asl har ik shai kii asaas
Akhtarul Iman
Nazm
lahu ka suragh
kisii alam pe raqam ho ke mushtahar hotaa
pukaartaa rahaa be-aasraa yatiim lahuu
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
saneha
dard-o-Gam-e-hayaat kaa darmaa.n chalaa gayaa
vo KHizr-e-asr-o-iisa-e-dauraa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nashat-e-umid
nekiyo.n kii tujh se hai qaa.em asaas
tuu na ho to jaa.e.n na nekii ke paas
Altaf Hussain Hali
Nazm
saman diwali ka
divaalii aa.ii hai sab de dilaa.e.nge ai yaar
KHudaa ke fazl se hai aasraa divaalii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
siyasi leader ke nam
saal-haa-saal ye be-aasraa jak.De hu.e haath
raat ke saKHt o siyah siine mai.n paivast rahe