SEARCH RESULTS
Showing search results for ".vrq"
Ghazal MATCHES FOR ".vrq"
Ghazal
diivaar kohna hai ye mat baiTh us ke saa.e
uTh chal ki aasmaa.n to kaa vaak ho gayaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
azaab-e-hijr se anjaan tho.Dii hotaa hai
ye dil ab itnaa bhii naadaan tho.Dii hotaa hai
Naheed Virk
Ghazal
ko.ii vaziifa mujhe bhii bataa mire darvesh
tujhe hu.ii hai faqiirii ataa mire darvesh
Naheed Virk
Ghazal
gar dil se bhulaa.ii mirii chaahat nahii.n jaatii
kyuu.n phir tirii inkaar kii aadat nahii.n jaatii
Naheed Virk
Ghazal
Hairat Allahabadi
Ghazal
likkhaa hai miraa naam tire dil ke varq par
mai.n harf-e-Galat huu.n to miTaane ke liye aa
Badr Shamsi
Ghazal
Naheed Virk
Ghazal
terii raah me.n rakh kar apnii shaam kii aahaT
dam-ba-KHud sii baiThii hai mere baam kii aahaT
Naheed Virk
Ghazal
hai kyaa kitaab-e-matla-e-anvaar ruKH tiraa
suuraj kuu.n jis kaa yak varq-e-zard boliye
Siraj Aurangabadi
Ghazal
adhuurii zindagii ko ab liye phire.n kahaa.n kahaa.n
kitaab-e-dil se us ke naam ke varq to phaT ga.e
Qaisarul Jafri
Ghazal
ko.ii rough-work kaa nishaa.n bhii nahii.n
KHaalii KHaalii hai haashiya dil kaa