SEARCH RESULTS
Showing search results for ".yam"
Ghazal MATCHES FOR ".yam"
Ghazal
ham ki ab pyaas ke maare bhii nahii.n aa.e.nge
yam-ba-yam aab pukaare bhii nahii.n aa.e.nge
Zaheer Mushtaq Rana
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
hai sharaara havas-aamaada-e-parvaaz bahut
yam-e-zulmaat bulaataa hai ki tuufaan me.n aa
Zeb Ghauri
Ghazal
har ek mauj hai saakit yam-e-mohabbat kii
mire baGair kinaaro.n ko niind aa.ii hai
Qaisar Nizami
Ghazal
ham rahe yaa.n talak tire Gam me.n
ki tiraa Gam samaa gayaa ham me.n
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
Dhuu.nDne nikle hai.n tujh ko maavaraa-e-aab-o-gil
umr guzrii yam-ba-yam sahraa-ba-sahraa dekhte
Jameel Malik
Ghazal
avval to na qaasid ko rahe kuu-e-sanam yaad
pahu.nche to faraamosh ho paiGaam hamaaraa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
asiir-e-daam na hogaa miraa dil-e-aazaad
kisii kaa hukm kabhii mauj-e-yam-ba-yam pe chalaa
Jafar Tahir
Ghazal
zanjiir-e-Gam hai KHud mirii KHvaahish kaa silsila
yaa zulf-e-KHam-ba-KHam ki salaasil kahe.n jise
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Zeba
Ghazal
vufuur-e-ashk se ye haal ho gayaa 'qaisar'
yam-e-alam ke kinaaro.n se baat kartaa huu.n
Qaisar Nizami
Ghazal
hazrat-e-ishq idhar kiije karam yaa ma.abuud
baal-gopaal hai.n yaa.n aap ke ham yaa ma.abuud