SEARCH RESULTS
Showing search results for ".yam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".yam"
Nazm
saqi-nama
damaa-dam ravaa.n hai yam-e-zindagii
har ik shai se paidaa ram-e-zindagii
Allama Iqbal
Ghazal
ham ki ab pyaas ke maare bhii nahii.n aa.e.nge
yam-ba-yam aab pukaare bhii nahii.n aa.e.nge
Zaheer Mushtaq Rana
PAGE MATCHES FOR ".yam"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".yam"
Nazm
KHurshid-e-mahshar ki lau
le ke uTThegaa vo bahr-e-KHuu.n yam ba yam
jis me.n dhul jaa.egaa aaj ke din kaa Gam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shahid Zaki
Nazm
diwali
pa.D ga.ii hai KHatre me.n aaj yam kii yamraajii
maut ke bhii maathe par maut kaa pasiina hai
Nazeer Banarasi
Ghazal
hai sharaara havas-aamaada-e-parvaaz bahut
yam-e-zulmaat bulaataa hai ki tuufaan me.n aa
Zeb Ghauri
Ghazal
har ek mauj hai saakit yam-e-mohabbat kii
mire baGair kinaaro.n ko niind aa.ii hai
Qaisar Nizami
Ghazal
ham rahe yaa.n talak tire Gam me.n
ki tiraa Gam samaa gayaa ham me.n
Meer Muzaffar Husain Zameer
Ghazal
Dhuu.nDne nikle hai.n tujh ko maavaraa-e-aab-o-gil
umr guzrii yam-ba-yam sahraa-ba-sahraa dekhte
Jameel Malik
Ghazal
avval to na qaasid ko rahe kuu-e-sanam yaad
pahu.nche to faraamosh ho paiGaam hamaaraa










