SEARCH RESULTS
Showing search results for ".zzwa"
Ghazal MATCHES FOR ".zzwa"
Ghazal
maayuus bhii to karte nahii.n tum za-raah-e-naaz
ta.ng aa ga.e hai.n kashmakash-e-imtihaa.n se ham
Hasrat Mohani
Ghazal
ra.ng baate.n kare.n aur baato.n se KHushbuu aa.e
dard phuulo.n kii tarah mahke agar tuu aa.e
Zia Jalandhari
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
gum ho ke har jagah hai.n za-KHud raftagaan-e-ishq
un kii bhii ahl-e-kashf-o-karaamaat zaat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hir phir ke un kii aa.nkh 'aduu se la.De na kyuu.n
fitna ko kartii hai nigah-e-fitna-zaa pasand
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
aa.nkho.n me.n nihaa.n hai jo munaajaat vo tum ho
jis samt safar me.n hai mirii zaat vo tum ho
Zia Jalandhari
Ghazal
za-bas-ki mashq-e-tamaashaa junuu.n-alaamat hai
kushaad-o-bast-e-mizhah siili-e-nadaamat hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ab to aate hai.n sabhii dil ko dukhaane vaale
jaane kis raah ga.e naaz uThaane vaale
Zia Zameer
Ghazal
jaa.n kaa dushman hai magar jaan se pyaaraa bhii hai
aisaa is 'ahd me.n ik shaKHs hamaaraa bhii hai
Zia Zameer
Ghazal
ham to hai.n hasrat-e-diidaar ke maare hu.e log
ya.anii ik nargis-e-biimaar ke maare hu.e log
Mirza Athar Zia
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dard kii shaaKH pe ik taaza samar aa gayaa hai
kis kii aamad hai 'ziyaa' kaun nazar aa gayaa hai