SEARCH RESULTS
Showing search results for "Duube.nge"
Ghazal MATCHES FOR "Duube.nge"
Ghazal
gar Duubnaa hii apnaa muqaddar hai to suno
Duube.nge ham zaruur magar naaKHudaa ke saath
Kaifi Azmi
Ghazal
Aleem Masroor
Ghazal
KHaak kaa samundar bhii kyaa ajab samundar hai
is jahaa.n me.n Duube.nge us jahaa.n me.n nikle.nge
Adeem Hashmi
Ghazal
shaayad raqiib Duub mare.n bahr-e-sharm me.n
Duube.nge mauj-e-ashk kii tuGyaaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
saahil ke talabgaar bhii kyaa KHuub rahe hai.n
kahte the na Duube.nge magar Duub rahe hai.n
Iqbal Kaifi
Ghazal
KHurshiid jo Duube.nge ubharne hii se pahle
is tiirgii-e-shab kii sahar kaun karegaa
Partav Rohila
Ghazal
paanii pe mai.n ne maar ke patthar samajh liyaa
Duube.nge ahl-e-zulm bhii jaur-o-jafaa ke baad
Irfan Abidi mantvi
Ghazal
huu.n musta.id-e-riqqat farhaad mujhe bahlaa
le Duube.nge tujh ko bhii kohsaar jo mai.n royaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
vo log to saahil pe bhii Duube.nge yaqiinan
ghabraa ke palaTte hai.n jo tuufaan ke Dar se
Kareem Roomani
Ghazal
ye bhii to socho tamaashaa dekhne vaalo zaraa
ham jo Duube.nge to kyaa saahil bachaa rah jaa.egaa
Naseer Ahmad Ansari
Ghazal
Duube.nge ek qulzum-e-KHuu.n hii me.n ham sabhii
hogii har ek hastii-e-ashyaa tamaam-shud
Nirmal Nadeem
Ghazal
hosh kar ai shoKH ab bhii vaqt hai
tujh ko le Duube.nge ye jannat ke KHvaab
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
raqsaa.n hu.aa safiina bhii paagal havaa ke saath
Duube.nge ham zaruur magar naaKHudaa ke saath
Shabana zaidi shabeen
Ghazal
Baqar Mehdi
Ghazal
naaKHudaa kashtii me.n suuraaKH kiye jaataa hai
ham bhii Duube.nge vahii.n aap jidhar jaa.egaa
Siddiq Shahid
Ghazal
Meer Syed Muzaffar Ali Zafar Muzahri
Ghazal
Majeed Maiman
Ghazal
hamaare jaate hii ubhregaa aaftaab yahaa.n
shafaq me.n Duube.nge ham kaukab-e-sahar kii tarah