SEARCH RESULTS
Showing search results for "Duube.nge"
Nazm MATCHES FOR "Duube.nge"
Nazm
aazar
kyaa KHabar thii ye tire phuul se bhii naazuk ho.nT
zahr me.n Duube.nge kumhlaa.e.nge murjhaa.e.nge
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
andesha
log zaalim hai.n har ik baat kaa ta.ana de.nge
baato.n baato.n me.n miraa zikr bhii le aa.e.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
Dhaka se wapsi par
kab nazar me.n aa.egii be-daaG sabze kii bahaar
KHuun ke dhabbe dhule.nge kitnii barsaato.n ke ba.ad
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dard aaega dabe panw
un ko sholo.n ke rajaz apnaa pataa to de.nge
KHair ham tak vo na pahu.nche bhii sadaa to de.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Nazm
jab teri samundar aankhon mein
jab terii samundar aa.nkho.n me.n
is shaam kaa suuraj Duubegaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kar gae kuch kahan
jin pe qadGan hai vo ash.aar pa.Dhegii KHilqat
aur TuuTe hu.e dil tujh ko salaamii de.nge
Ahmad Faraz
Nazm
mazduron ka git
ham kyaa hai.n kabhii dikhlaa de.nge
ham nazm-e-kuhan ko Dhaa de.nge
Asrarul Haq Majaz
Nazm
jawahar-lal nehru
ham miTaa Daale.nge sarmaaya-o-mehnat kaa tazaad
ye aqiida ye iraada ye qasam le ke chalo
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaKHiri lamha
ye sher tum ko mirii ruuh kaa pataa de.nge
yahii tumhe.n mire azm o amal kii de.nge KHabar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
na jaane kya ho
kaa.npte haatho.n pe fiqre bhii kase jaa.e.nge
log zaalim hai.n har ik baat kaa ta.ana de.nge
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
watan
ham zamii.n ko tirii naapaak na hone de.nge
tere daaman ko kabhii chaak na hone de.nge
Josh Malihabadi
Nazm
saneha
KHush hai badii jo daam ye nekii pe Daal ke
rakh de.nge ham badii kaa kaleja nikaal ke
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazm
tumhe.n saa.nso.n ke cylinder bhejuu.ngaa
jo tumhe.n is jang me.n haarne nahii.n de.nge