SEARCH RESULTS
Showing search results for "Gizaa"
Ghazal MATCHES FOR "Gizaa"
Ghazal
Adeem Hashmi
Ghazal
ham is zamiin se kis tarah dast-kash ho jaa.e.n
isii zamiin ke andar Gizaa hamaarii bhii hai
Khurshid Talab
Ghazal
dasht aa.e jise vahshat kii talab ho 'naadir'
ye Gizaa shahr ham irsaal nahii.n kar sakte
Nadir Areez
Ghazal
Gizaa Gam me.n thii merii KHuun-e-jigar
ab a.adaa kaa bhii rashk khaane lage
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
ek kamra hai kiraa.e kaa ye baazaarii Gizaa
shahr me.n kaise mile shaahii Thikaana tum ko
Maaham Shah
Ghazal
fazaa pe nahr-e-pur-afshaan-e-taab huur o tuhuur
Ginaa me.n shahr-e-qasuur-o-KHayaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
muflis mire dayaar kaa Gairat se mar gayaa
ek roz bhii kiyaa na kisii se Gizaa kaa zikr
Mahwar Sirsivi
Ghazal
teG kaa phal khaayaa aab-e-teG pii kar so rahe
kasrat-e-aab-o-Gizaa se vaaqa.ii aatii hai nii.nd
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Gizaa-e-ruuh hai ai husn tuu apnii malaahat se
har ik ke zaa.iqe me.n Thiik hai aab-o-namak teraa
Shad Azimabadi
Ghazal
soz-e-junuu.n ko dil kii Gizaa kar diyaa gayaa
ik zahr-e-jaa.n-talab ko davaa kar diyaa gayaa
Ehsan Danish
Ghazal
baal-o-par khulte nahii.n jin ke nasheman kii taraf
un u.Daano.n ko havaa.o.n kii Gizaa kah liijiye
Samad Ansari
Ghazal
aa.nkho.n ko viiraane se milnii hai Gizaa
viiraane ko viiraanii pe rakkhaa hu.aa hai
Abu Leveeza Ali
Ghazal
ye tajraba miraa hai ki ik lamha-e-nashaat
miTTii bharii Gizaa ke sivaa aur kuchh nahii.n