SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaatir-e-aazaad"
Ghazal MATCHES FOR "KHaatir-e-aazaad"
Ghazal
'KHaatir' varaq varaq thaa mirii ziist kaa siyaah
anjaam-e-kaar jaan ke kholii na Diary
Khatir Hafizi
Ghazal
Khatir Ghaznavi
Ghazal
zulmat-e-maGrib ko 'KHaatir' ko.ii ye paiGaam de
ham bhii ab ubhre.nge mashriq se ujaalo.n kii tarah
Khatir Ghaznavi
Ghazal
'KHaatir' ab ahl-e-dil bhii bane hai.n zamaana-saaz
kis se kare.n vafaa kii talab apne shahr me.n
Khatir Ghaznavi
Ghazal
KHabar nahii.n mujhe kis samt le ke u.D jaa.e
ka.ii dino.n se mire sar me.n hai havaa-e-sabaa
Khatir Ghaznavi
Ghazal
Sohail Azad
Ghazal
Sohail Azad
Ghazal
'hasrat' itnaa jo tuu maa.il hai giraftaarii kaa
kuchh adaavat hai tujhe KHaatir-e-aazaad ke saath
Hasrat Azimabadi
Ghazal
jaane 'aazaad' vo din phir kabhii aa.e ki nahii.n
vo hame.n itnii mohabbat se bulaa.e ki nahii.n
Sohail Azad
Ghazal
aur kitnaa ro.iyegaa yaad kar 'aazaad' ko
ek din honaa hii thaa is daar-e-faanii se alag
Sohail Azad
Ghazal
shahr-e-dil thaa jal gayaa achchhaa hu.aa
haa.n magar 'aazaad' ab Thahre.n kahaa.n
Sohail Azad
Ghazal
aur kitnaa ro.iyegaa yaad kar 'aazaad' ko
ek din honaa hii thaa is daar-e-faanii se alag