SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHaatir-e-aazaad"
Nazm MATCHES FOR "KHaatir-e-aazaad"
Nazm
sair-e-kashmir ka ek tassur
har shai se huvaidaa hai jhalak husn-e-azal kii
zarra hai ki taara hai shaguufa hai ki hai sa.ng
Jagan Nath Azad
Nazm
faryaadat
'aazaad' phir dakan kaa samundar hai ruu-ba-ruu
le jaa dil-o-nazar kaa safiina sa.nbhaal kar
Jagan Nath Azad
Nazm
napoleon ke mazar par
kitnii raushan kyuu.n na ho 'aazaad' aaKHir ek din
sham-e-hastii maut ke jho.nko.n se gul ho jaa.egii
Jagan Nath Azad
Nazm
watan ke waste
dekhte hai.n aaj jis ko shaad hai aazaad hai
kyaa tumhii.n paidaa hu.e ra.nj-o-mehan ke vaaste
Kunwar Partap Chandra Azad
Nazm
KHayal-e-KHatir-e-ahbab
''KHayaal-e-KHaatir-e-ahbaab chaahiye har dam!
'aniis' Thes na lag jaa.e aabgiino.n ko!
Abdul Ahad Saaz
Nazm
meri holi
taazgii vaj.h-e-shaguft-e-KHaatir-e-aalam rahe
merii duniyaa me.n hamesha ek hii mausam rahe
Seemab Akbarabadi
Nazm
aaj shab koi nahin hai
tum agar ho, to mire paas ho yaa duur ho tum
har gha.Dii saaya-gar-e-KHaatir-e-ranjuur ho tum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai nigar-e-watan
vo ek lamha tire Gam me.n jo guzaaraa thaa
sukuun-e-KHaatir-e-be-iKHtiyaar hai ab bhii
Akhtar Payami
Nazm
hum log
ham ko manzuur nahii.n dair-o-haram kii tafriiq
KHaatir-e-shaiKH-o-barahman pe giraa.n hai.n ham log
Ali Minai
Nazm
mere pyare watan
'krishnan', 'niraalaa', 'prem-chand'
'tagore' o 'aazaad' o 'raman'
Arsh Malsiyani
Nazm
nazm
apnii nii.ndo.n me.n tire KHvaab kahaa.n se laa.uu.n
fursat-e-KHaatir-e-ahbaab kahaa.n se laa.uu.n
Iffat Zeba Kakorvi
Nazm
shikast-e-tauba
aazurdagii-e-KHaatir-e-saaqii ko dekh kar
mujh ko ye sharm aa.ii ki sharmaa ke pii gayaa