SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHud-kushii"
Ghazal MATCHES FOR "KHud-kushii"
Ghazal
falak ne chaa.nd ne taaro.n ne KHud-kushii kar lii
tumhaare hijr ke maaro.n ne KHud-kushii kar lii
Gyanendra Vikram
Ghazal
Nitesh Kushwaha
Ghazal
Madhav Jha
Ghazal
Kartikey Singh
Ghazal
KHud-kushii lagtii hai aasaan yahii hotaa hai
ishq me.n aaKHirii nuqsaan yahii hotaa hai
meenakshi jijivisha
Ghazal
ek baar hii kar le.n roz KHud-kushii kaisii
be-zamiir logo.n ke saath zindagii kaisii
Rashid Imkan
Ghazal
ye KHud-kushii to mirii jaan ik bahaana hai
nadii se raabta meraa bahut puraanaa hai
Shahbaz Rizvi
Ghazal
zinda huu.n yuu.n ki bas me.n mirii KHud-kushii nahii.n
aaKHir ye aur kyaa hai agar bebasii nahii.n
Shaukat Thanvi
Ghazal
jab dikhaa.ii de rahaa thaa KHud-kushii kaa raastaa
tab achaanak hii milaa ye shaa.erii kaa raastaa
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
Yashvardhan Mishra
Ghazal
ye soch soch ke karte hai.n KHud-kushii patthar
ki kis ke pher me.n aa kar hu.ii nadii patthar
Vijay kumar Swarnkar
Ghazal
shu.uur-e-qais ne sahraa me.n KHud-kushii kar lii
kahaa gayaa Gam-e-lailaa me.n KHud-kushii kar lii
Seen Sheen Alam
Ghazal
vo log jin ko hai ab KHud-kushii se dilchaspii
kabhii bahut thii unhe.n zindagii se dilchaspii
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
nahii.n kuchh aur to mumkin thii KHud-kushii phir bhii
hai ko.ii baat ki jiitaa hai aadmii phir bhii
Muqeem Ehsan Kaleem
Ghazal
jahaa.n pe sab ke zamiiro.n ne KHud-kushii kar lii
vahaa.n pe merii daliilo.n ne KHud-kushii kar lii