SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHud-nigar"
Ghazal MATCHES FOR "KHud-nigar"
Ghazal
junuu.n KHud-numaa KHud-nigar bhii nahii.n
KHirad kii tarah kam-nazar bhii nahii.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
rakhte hai.n rasm-o-raah kisii KHud-nigar se ham
lete hai.n kaam vus.at-e-fikr-o-nazar se ham
Ateeq Ahmad Ateeq
Ghazal
nayaa nahii.n hai ye ha.ngaama ahl-e-dil ke liye
sukuut-e-aa.ina-e-KHud-nigar kii baat na kar
Shakeel Nashtar
Ghazal
tirii nigaah-e-KHud-nigar dilo.n ko maat kar ga.ii
la.Daa.ii ke baGair bhii mahaaz ke baGair bhii
Javed Saba
Ghazal
ye baat talKH hai magar ye baat guftanii bhii hai
ki zaahidaan-e-KHud-nigar se rind-e-baa-safaa bhale
Shamim Karhani
Ghazal
idraak ke ye dukh ye azaab aagahii ke dost!
kis se kahe.n KHataa nigah-e-KHud-nigar kii hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Najma Tasadduq
Ghazal
Alqama Shibli
Ghazal
KHud-nigar the aur mahv-e-diid-e-husn-e-yaar the
ham ki apne ruu-ba-ruu shiisha kii ik diivaar the
Razi Mujtaba
Ghazal
in naa-tavaaniyo.n pe bhii the itne KHud-nigar
ye zindagii kaa koh-e-giraa.n bhii uThaa liyaa
Jameel Malik
Ghazal
jalva-gaah-e-zaat se kab KHud-nigar vaapas hu.e
aur agar vaapas hu.e to be-basar vaapas hu.e