SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuluus"
Ghazal MATCHES FOR "KHuluus"
Ghazal
tamaam shahr me.n aisaa nahii.n KHuluus na ho
jahaa.n umiid ho is kii vahaa.n nahii.n miltaa
Nida Fazli
Ghazal
mai.n jaantaa thaa ki zahriilaa saa.np ban ban kar
tiraa KHuluus mirii aastii.n se niklegaa
Rahat Indori
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
vo aadmii thaa kitnaa bhalaa kitnaa pur-KHuluus
us se bhii aaj liije mulaaqaat ho ga.ii
Nida Fazli
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
sau KHuluus baato.n me.n sab karam KHayaalo.n me.n
bas zaraa vafaa kam hai tere shahr vaalo.n me.n
Bashir Badr
Ghazal
ye dostii ye maraasim ye chaahate.n ye KHuluus
kabhii kabhii mujhe sab kuchh ajiib lagtaa hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mire KHuluus kii saiqal-garii bhii haar ga.ii
vo jaane kaun saa patthar thaa aa.iina na hu.aa
Qaisarul Jafri
Ghazal
mehr-o-vafaa KHuluus-o-mohabbat gudaaz dil
sab kuchh hai mere paas ki zinda huu.n mai.n abhii
Jahangeer nayab
Ghazal
KHuluus jis me.n ho shaamil vo daur-e-ishq-o-havas
na raa.egaa.n kabhii guzraa na raa.egaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
ajab KHuluus se ruKHsat kiyaa gayaa ham ko
KHayaal-e-KHaam kaa taavaan thaa so bhar aa.e
Jaun Eliya
Ghazal
KHuluus-o-mehr-o-vafaa log kar chuke hai.n bahut
mire KHayaal me.n ab aur ko.ii kaam kare.n
Nasir Kazmi
Ghazal
kuchh is KHuluus se us ne kahaa mujhe 'iqbaal'
KHud apnaa naam bhii mujh ko ba.Daa ba.Daa saa lagaa
Iqbal Azeem
Ghazal
khulaa hai dar pa tiraa intizaar jaataa rahaa
KHuluus to hai magar e'tibaar jaataa rahaa