SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuluus"
Nazm MATCHES FOR "KHuluus"
Nazm
aansu
ye aa.nsuu kyaa ik subuut hai
merii zindagii me.n KHuluus kii ek raushnii kaa
Javed Akhtar
Nazm
ganga kinare
KHuluus ke aise diye jalaa.e.n
bujhaa sake na jin ko muKHaalif havaa.e.n
Fauzia Mughal
Nazm
hinDola
isii hi.nDole me.n 'viddypati' kaa ka.nTh khulaa
isii zamiin ke the laal 'miir' o 'Gaalib' bhii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
alwida
tire daaman se ham ne qiimtii lamhaat paa.e hai.n
KHuluus-o-unsiyat ke be-bahaa jazbaat paa.e hai.n
Abdul Ahad Saaz
Nazm
id
KHoshaa ki shiir-o-shakar ho ga.e gale mil kar
KHuluus-e-dil hii dikhaane ko iid aa.ii hai
Mohammad Asadullah
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
vahii mahaatmaa vahii shahiid-e-amn-o-aashtii
prem jis kii zindagii, KHuluus jis kaa pairahan
Jigar Moradabadi
Nazm
nazr-e-collage
ai sar-zamiin-e-paak ke yaaraan-e-nek-naam
baa-sad KHuluus shaa.ir-e-aavaara kaa hai naam
Sahir Ludhianvi
Nazm
judai
ki buu-e-dard me.n har saa.ns hai basaa.ii hu.ii
KHunuk udaas fazaa.o.n kii aa.nkho.n me.n aa.nsuu
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dard-e-mushtarak
aaj mere lab-e-KHaamosh pe fariyaade.n hai.n
ye mohabbat ye vafaa.e.n ye muravvat ye KHuluus
Qateel Shifai
Nazm
tez chalo
karo KHuluus o mohabbat ko rahnumaa apnaa
nahii.n durust dilo.n me.n Gubaar tez chalo
Habib Jalib
Nazm
diwali
us paikar-e-KHuluus kii vaalaa sifaat kii
chaudah baras ke baa'd jo aayaa vatan me.n raam
Arsh Malsiyani
Nazm
ishq-o-dosti
ho bhii saktii hai kabhii vo haalat
go ho muddat kaa KHuluus aur niyaaz
Azeemuddin Ahmad
Nazm
ram
aa.iina-e-KHuluus-o-mohabbat yahaa.n the raam
amn aur shaa.ntii kii zamaanat yahaa.n the raam
Rahbar Jaunpuri
Nazm
paigham eid
dard-e-hastii kii davaa kar le.n KHuluus-e-dil se
aa.o ik farz adaa kar le.n KHuluus-e-dil se