SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHum"
Ghazal MATCHES FOR "KHum"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
saaqi-e-gulfaam baa-sad ehtimaam aa hii gayaa
naGma bar lab KHum ba sar baada ba jaam aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
mujhe kyuu.n na aave saaqii nazar aaftaab ulTaa
ki pa.Daa hai aaj KHum me.n qadah-e-sharaab ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
nii.nd masto.n ko kahaa.n aur kidhar kaa takiya
KHisht-e-KHum-KHaana hai yaa.n apne to sar kaa takiya
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shab KHumaar-e-husn-e-saqii hairat-e-mai-KHaana thaa
aap hii mai aap hii KHum aap hii paimaana thaa
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
yuu.n chale daur to rindo.n kaa ba.Daa kaam chale
KHum ba.Dhe shiisha jhuke baada Dhale jaam chale
Nooh Narvi
Ghazal
ye jitnii der hu.ii shaiKH ko vuzuu karte
ham utnii der me.n KHaalii KHum-o-subuu karte
Riyaz Khairabadi
Ghazal
saaqii-e-KHum-KHaana thaa jo sub.h-o-shaam
roz-e-aadiina thaa masjid me.n imaam
Ismail Merathi
Ghazal
kyaa puuchhte ho jhuumte aa.e kahaa.n se ham
pii kar uThe hai.n KHum-kada-e-aasmaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
sar paa-e-KHum pe chaahiye ha.ngaam-e-be-KHudii
ruu suu-e-qibla vaqt-e-munaajaat chaahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
dastaar-e-faqiiraana ik taaj se afzuu.n hai
raah-e-tarah-e-KHum-KHaana me'raaj se afzuu.n hai
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
KHum na ban kar KHud-Garaz ho jaa.iye
misl-e-saaGar aur ke kaam aa.iye