SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHum"
Nazm MATCHES FOR "KHum"
Nazm
shikwa
qaum apnii jo zar-o-maal-e-jahaa.n par martii
but-faroshii ke evaz but-shikanii kyuu.n kartii
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
baada-aashaam na.e baada nayaa KHum bhii na.e
haram-e-kaaba nayaa but bhii na.e tum bhii na.e
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahli si mohabbat meri mahbub na mang
KHaak me.n luTh.De hu.e KHuun me.n nahlaa.e hu.e
jism nikle hu.e amraaz ke tannuuro.n se
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadhi raat
jagaa rahaa hai ko.ii aadhii raat kaa jaaduu
chhalak rahii hai KHum-e-Gaib se sharaab-e-vajuud
Firaq Gorakhpuri
Nazm
dilli pe qurban
suhaanii sub.h jamunaa ke kinaare
KHum-e-aab-e-ravaa.n dillii pe qurbaa.n
Izhaar Malihabadi
Nazm
ye dilli
'kaifii'-o-'munavvar' se ka.ii ahl-e-zabaa.n kaa
KHum-KHaana-e-sar-mastii-e-ash.aar hai dillii
Ram Parkash Rahi
Nazm
holi
kis kii maKHmuur nigaaho.n ne pilaa.e saaGar
mast-o-be-KHud hu.e sab ahl-e-nazar holii me.n
Zareef Dehlvi
Nazm
KHarosh-e-KHum
tamaam-umr dil-e-KHud-nigar kii nazr hu.ii
adhuure KHvaab hai.n daaman me.n tishna-lab baate.n
Abdul Aziz Khalid
Nazm
nala sarmaya-e-yak-alam
shauq ke haath me.n TuuTe hu.e paimaana-o-KHum
aarzuu vaqt ke phaile hu.e sahraa.o.n me.n gum
Mahmood Ayaz
Nazm
kali-das
sharaab-e-husn luTaa.ii hai tuu ne KHum ke KHum
rahegaa kaif se sarshaar baada-KHvaar tiraa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
payaam-e-diida-e-afsaana-kaar chho.D gayaa
hikaayat-e-KHam-e-gesuu-e-yaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
ghaalib
shaa.ir-e-hindostaa.n ai shaa.ir-e-jaaduu-bayaa.n
hind ke KHum-KHaana-e-irfaa.n ke ai piir-e-muGaa.n