SEARCH RESULTS
Showing search results for "Tako.n"
Ghazal MATCHES FOR "Tako.n"
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kaun taaqo.n pe rahaa kaun sar-e-raahguzar
shahr ke saare charaaGo.n ko havaa jaantii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
tujhe mai.n kaise bataa.uu.n ki shaam hote hii
udaasii kamre ke taaqo.n me.n aa ke baiTh ga.ii
Munawwar Rana
Ghazal
Nazir Wahid
Ghazal
vaqt ke saath hii gul ho ga.e vahshat ke charaag
ik siyaahii hai jo taaqo.n pe abhii rah ga.ii hai
Zia Faooqui
Ghazal
Sardar Asif
Ghazal
laakh aa.ndhii chale KHayaabaa.n me.n
muskuraate hai.n taaqcho.n me.n ka.nval
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
uj.De hu.e taaqo.n pe jamii gard kii tah me.n
ruu-posh hai.n kis qism ke asraar na samjho
Akhtar Bastavi
Ghazal
diip jalte rahe taaqo.n me.n ujaalaa na hu.aa
aa.nkh paaband-e-tahayyur thii udhar dekh na paa.e
Ain Tabish
Ghazal
Azeem Kamil
Ghazal
u.Dii tishnagii ke kuuche me.n vo gard ik taraf se
ham uThaa sake na taaqo.n se gire hu.e subuu bhii
Mahshar Badayuni
Ghazal
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
badal badal ke charaaG rakkhe hai.n taaqcho.n par
qubuuliyat kii na aa.ii saa.at mujhe ijaazat
Sayeed Ashar
Ghazal
Bakhsh Layalpuri
Ghazal
ab kisii samt se KHushbuu nahii.n aatii ham tak
kaaGzii phuul bhii taaqo.n me.n sajaa.e nahii.n hai.n
Asad Badayuni
Ghazal
Aslam Mahmood
Ghazal
ye taaqcho.n me.n rakhe sab charaaG suuraj hai.n
agar vo chaa.nd saa chehra hamaaraa ho jaa.e
Haris Bilal
Ghazal
mai.n vo faqiir huu.n jis ko dilo.n ke taaqcho.n me.n
KHudaa qubuul hai KHauf-e-KHudaa qubuul nahii.n