SEARCH RESULTS
Showing search results for "Te.Dhe"
Ghazal MATCHES FOR "Te.Dhe"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Te.Dhe na ho ham se rakho iKHlaas to siidhaa
tum pyaar se rukte ho to lo pyaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
tirchhii nazro.n se kiye us ne bahut dil zaKHmii
tiir Te.Dhe magar kaam diye jaate hai.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Osama Zakir
Ghazal
ho ga.e Te.Dhe agar ham ne jagaayaa nii.nd se
aap dar-parda aka.Dte hai.n ye a.ng.Daa.ii nahii.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Te.Dhe-me.Dhe rasto.n par bhii KHvaabo.n kaa pashtaara
terii KHaatir merii jaan uThaanaa pa.Dtaa hai
Alam Khursheed
Ghazal
Te.Dhe siidhe se Garaz rakhte nahii.n ai 'aatish'
jo kahe yaar hame.n sun ke ye kahnaa behtar
Haidar Ali Aatish
Ghazal
aap ho jaa.e.nge siidhe kahii.n din ho.n siidhe
vo bhii Te.Dhe hai.n jo Te.Dhaa hai muqaddar ham se
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
hu.ii jin se tavaqqo' KHastagii kii daad paane kii
vo ham se bhii ziyaada KHasta-e-teG-e-sitam nikle