SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.iina-e-haq"
Ghazal MATCHES FOR "aa.iina-e-haq"
Ghazal
ai haq-sarisht aa.ina-e-haq-numaa hai.n ham
ai ibtidaa-e-kaar tirii intihaa hai.n ham
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
mujh ko nazraana-e-dil pesh na kiije saahab
har kisii se mai.n mohabbat nahii.n karne vaalii
Ana Dehlvi
Ghazal
shab ne ra.ngat ke liye hii maah-o-aKHtar ko 'anaa'
dekhiye Taa.nkaa hai kaise apnii is poshaak me.n
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
ha.ns kar mazaaq jab bhii u.Daayaa hai dard kaa
tab tab lagaa ki ho ga.e Gamgiin zaKHm-e-dil
Manju Kachhawa Ana
Ghazal
is chaman ke pe.D-paude ham ne sii.nche KHuun se
aap ke haatho.n me.n ye aarii kahaa.n se aa ga.ii
Nafeesa Sultana Ana
Ghazal
tere armaan ke sivaa kyaa hai
dil kii duniyaa me.n aa ke dekh liyaa
Anwar-ul-Haq Ahmar Lucknowi
Ghazal
terii KHaatir ai dil-e-betaab hai.n barbaad ham
phir rahe hai.n maare maare chaar-suu naashaad ham
Anwar-ul-Haq Ahmar Lucknowi
Ghazal
tum chashm-e-haqiiqat se agar aap ko dekho
aa.iina-e-haq me.n dil-e-insaan hai maujuud
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
bad-KHuu-o-bad-zabaan kaho be-adab kaho
taariif me.n ai dosto har 'haq'-bayaan kii
Syeda Arshia Haq
Ghazal
haq to ye hai ki mujhe apne hii dil ne luuTaa
kuchh tiraa shikva-e-bedaad karuu.n yaa na karuu.n
Sultanul Haq Shaheedii Kaashmiri
Ghazal
Waliul Haq
Ghazal
aa.ina ai kaash tuu apnaa banaa letaa mujhe
faa.eda is me.n bahut teraa bhii thaa meraa bhii thaa
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
ye to ham aise musaafir yahaa.n aa.e the kabhii
varna sahraa kabhii gulzaar nahii.n ho saktaa
Ikram-ul-Haq Sarshar
Ghazal
saiqal-garii kamaal kii ik aks-e-gul ne kii
aa.iina-e-chaman kaa saraapaa badal gayaa