SEARCH RESULTS
Showing search results for "aa.ina-tan"
Ghazal MATCHES FOR "aa.ina-tan"
Ghazal
har shiishe me.n chehra nazar aataa nahii.n yaaro
ye sach hai ki ik aa.ina-tan saath hai mere
Raoof Anjum
Ghazal
vo rakh ke haath se aa.iina tan ke baiTh ga.e
dahan ko dekh chuke ab kamar ko dekhte hai.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
vo aa.ina-tan aa.ina phir kis liye dekhe
jo dekh le mu.nh apnaa har ik uzv-e-badan me.n
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
na.ii baarish ke aane tak zamii.n pyaasii rahegii
zamaane phir zamaane tak zamii.n pyaasii rahegii
Shaukat Hashmi
Ghazal
tum ko ham KHaak-nashiino.n kaa KHayaal aane tak
shahr to shahr badal jaa.e.nge viiraane tak
Qamar Jalalvi
Ghazal
ik ruuThne kii ham ko adaa tak nahii.n aa.ii
dil TuuT gayaa aur sadaa tak nahii.n aa.ii
Ismail Raaz
Ghazal
pahle ye anaa taaq pe dharnaa hii pa.Degii
tab jaa ke kahii.n ham ko faqiirii ye milegii
Syed Masood Naqvi
Ghazal
jaada-e-ziist me.n tanviir-e-sahar aane tak
KHvaab bunte raho taabiir nazar aane tak
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
dekh kar KHud ko sa.nvarne kii adaa tak le gayaa
chain kyaa vo mere dil kaa aa.ina tak le gayaa
Abdul Haq Sahar Muzaffarnagari
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kamlii ko apnaa taan ke soyaa faqiir mast
kyaa pashm thaa amiiro.n kaa jo shaamiyaana thaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
ham ahl-e-dil bhii agar fikr-e-jaan-o-tan karte
to log husn pe iz.haar-e-husn-e-zan karte