SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-o-havaa"
Ghazal MATCHES FOR "aab-o-havaa"
Ghazal
saliib-e-mauja-e-aab-e-havaa pe likkhaa huu.n
azal se taa-ba-abad harf harf bikhraa huu.n
Farooque Muztar
Ghazal
aab o havaa hai barsar-e-paikaar kaun hai
mere sivaa ye mujh me.n giraftaar kaun hai
Saleem Kausar
Ghazal
achchhii se achchhii aab-o-havaa ke baGair bhii
zinda hai.n kitne log davaa ke baGair bhii
Munawwar Rana
Ghazal
varna kyaa aab-o-havaa chiiz hai kaisaa mausam
tere aane se hu.aa shahr me.n achchhaa mausam
Idris Babar
Ghazal
Obaid Siddiqi
Ghazal
aab-o-havaa to aa na sakii iKHtiyaar me.n
kaaGaz ke phuul ham ne sajaa.e bahaar me.n
Shareef Munawwar
Ghazal
tabdiilii-e-mizaaj ko aab-o-havaa mile
saagar me.n jo kashish hai pahaa.Do.n pe kyaa mile
Shahla Khan
Ghazal
tabdiilii-e-mizaaj ko aab-o-havaa mile
saagar me.n jo kashish hai pahaa.Do.n pe kyaa mile
Shahla Khan
Ghazal
muddat se kisii Thahrii hu.ii aab-o-havaa me.n
zinda huu.n yahaa.n zahr bharii aab-o-havaa me.n
Shahid Akhtar
Ghazal
ab apne des kii aab-o-havaa ham ko nahii.n bhaatii
Gulaamii ek zillat thii saraapaa dard aazaadii
Jami Rudaulvi
Ghazal
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
jo shaKHs aab-o-havaa par yaqiin rakhtaa hai
vo mausamo.n kii ataa par yaqiin rakhtaa hai
KHalid Malik Sahil
Ghazal
asiir-e-hijr kii aab-o-havaa badalne ko
kabhii KHushii bhii mile zaa.iqa badalne ko
Iman Qaisrani
Ghazal
vo pahle dasht kii aab-o-havaa ko tolegaa
hisaab mere tanaffus kaa ab ke jo legaa
Abhay Kumar Bebak
Ghazal
Zohheb Farooqui Afrang
Ghazal
raas aatii hai bahut aab-o-havaa sahraa kii
jaane de dii hai tujhe kis ne du.aa sahraa kii