SEARCH RESULTS
Showing search results for "aabida urooj"
Ghazal MATCHES FOR "aabida urooj"
Ghazal
Aabida Urooj
Ghazal
zamaane guzre to 'iiraj' ne bhii yahii samjhaa
ki ibtidaa se ju.Dii merii intihaa hai tuu
Muzaffar Eraj
Ghazal
jahaan-e-bandagii kii is tarah takmiil hotii hai
ki dil qur.aan hotaa hai zabaa.n injiil hotii hai
Abid Akhtar
Ghazal
kyaa muttafiq hai.n aap bhii mere KHayaal se
chehre dikhaa.ii dete hai.n dast-e-savaal se
Abid Akhtar
Ghazal
vo raushnii kaa KHvaab thaa magar vahii saraab thaa
uruuj me.n chhupii hu.ii thii ibtidaa zavaal kii
Iqbal Ashhar
Ghazal
vaa.iz-e-shahr KHudaa hai mujhe maa'luum na thaa
yahii bande kii KHataa hai mujhe maa'luum na thaa
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
nashtar kii nok dil me.n utaare chale ga.e
ham yuu.n uruus-e-Gam ko sa.nvaare chale ga.e
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
makaa.n se duur kahii.n laa-makaa.n se hotaa hai
safar shuruu yaqii.n kaa gumaa.n se hotaa hai
Asim Wasti
Ghazal
Saadat Aabidi
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
maa.ngii mil-jul kar jo rindo.n ne du.aa barsaat kii
jhuum kar aa hii ga.ii kaalii ghaTaa barsaat kii
Shola Kararvi
Ghazal
dil hai Gizaa-e-ra.nj jigar hai Gizaa-e-ra.nj
paidaa kiyaa hai ham ko KHudaa ne baraa-e-ra.nj
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
balaa-e-jaa.n mujhe har ek KHush-jamaal hu.aa
chhurii jo tez hu.ii pahle mai.n halaal hu.aa