SEARCH RESULTS
Showing search results for "aahan"
Ghazal MATCHES FOR "aahan"
Ghazal
aahan me.n Dhaltii jaa.egii ikkiisvii.n sadii
phir bhii Gazal sunaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
badlaa jo rang vaqt ne manzar badal ga.e
aahan-misaal log bhii zer-o-zabar hu.e
Khaleel Tanveer
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aahan kii surKH taal pe ham raqs kar ga.e
taqdiir terii chaal pe ham raqs kar ga.e
Saghar Siddiqui
Ghazal
paa.nv maaraa thaa pahaa.Do.n pe to paanii niklaa
ye vahii jism kaa aahan hai ki miTTii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
na.e KHayaal ab aate hai.n Dhal ke aahan me.n
hamaare dil me.n kabhii khet lahlahaate the
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
ek raKHsh-e-sa.ng thaa aatish-kade ke saamne
ek niilii mom-battii dast-e-aahan-gar me.n thii
Sarvat Husain
Ghazal
jo saKHt hove to aisaa ki koh aahan kaa
jo narm hove to barg-e-gulaab hai kyaa chiiz
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
naalo.n ke asar se mire pho.Daa saa hai paktaa
kyuu.n riim sadaa nikle na aahan ke jigar se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
kyaa hai zikr-e-aatish-o-aahan ki gaddaaraan-e-gul
maarte hai.n haath a.ngaaro.n pe ghabraa.e hu.e
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
siina ho kushtagaan-e-mohabbat kaa yaa galaa
dono.n ye tere KHanjar-e-aahan ke yaar hai.n
Ameer Minai
Ghazal
'yagaanaa' vahii faateh-e-lakhknau hai.n
dil-e-sa.ng-o-aahan me.n ghar karne vaale
Yagana Changezi
Ghazal
husn aur ishq me.n farq yahii hai
ek hai shiisha ek hai aahan