SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-e-bedaarii"
Ghazal MATCHES FOR "aalam-e-bedaarii"
Ghazal
KHvaab dekhuu.ngaa khulii aa.nkh se 'aazar' ki mujhe
nii.nd aatii hai isii ‘aalam-e-bedaarii me.n
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
go mulaaqaat nahii.n aalam-e-bedaarii me.n
KHvaab me.n par vo hame.n saath sulaa letaa hai
Shah Naseer
Ghazal
varna kuchh bhii nahii.n maujuud kaa manzar-naama
aalam-e-KHvaab bhii hai aalam-e-bedaarii se
Mohammad Haneef
Ghazal
gar tuu aataa nahii.n hai aalam-e-bedaarii me.n
KHvaab me.n tuu kabhii ai raahat-e-jaa.n aayaa kar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
har qadam par nazar aate hai.n saliibo.n ke sutuun
ye ko.ii KHvaab hai yaa aalam-e-bedaarii hai
Sadique Indori
Ghazal
Alam Muzaffar Nagari
Ghazal
'aalam'-e-shauq me.n shaamil hai zamaane kii ramaq
saahab-e-zauq samajhdaar sune.n Gaur kare.n
Afroz Alam
Ghazal
duniyaa kaa chalan dekh ke lagtaa to yahii hai
ab kuchh bhii nahii.n aalam-e-asbaab se aage
Alam Khursheed
Ghazal
qatl hote hai.n yahaa.n naara-e-elaan ke saath
vaz.a-daarii to abhii aalam-e-saffaak me.n hai
Alam Khursheed
Ghazal
Mukesh Aalam
Ghazal
Aalam Nizami
Ghazal
mai.n safiiraan-e-mohabbat kii sadaa huu.n 'aalam'
mar bhii jaa.uu.n to zamaane ko sunaa.ii duu.ngaa
Aalam Nizami
Ghazal
'aalam' dil-e-asiir ko samjhaa.uu.n kis tarah
kam-baKHt e'tibaar ke qaabil nahii.n hai vo
Alam Khursheed
Ghazal
chashme kii tarah 'aalam' ash.aar phuuTte hai.n
koh-e-giraa.n kii suurat me.n bhii ubal rahaa huu.n
Alam Khursheed
Ghazal
dil saagar-e-afkaar me.n Duubaa ho to 'aalam'
kaano.n ko maza naGma-saraa.ii nahii.n detii