SEARCH RESULTS
Showing search results for "aasraa"
Ghazal MATCHES FOR "aasraa"
Ghazal
tuu aasmaan kii suurat hai gar pa.Degaa kabhii
zamii.n huu.n mai.n bhii magar tujh ko aasraa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
shikasta-haal saa be-aasraa saa lagtaa hai
ye shahr dil se ziyaada dukhaa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
kam se kam thaa ik tarah kaa aasraa iqraar tak
lekin un ko saaf ab inkaar karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
be-amaa.n thaa aap lekin mo.ajaza hai ye 'riyaaz'
haala-e-shafqat thaa us ko aasraa dete hu.e
Riaz Majeed
Ghazal
sutuun-e-reg na Thahraa 'adiim' chhat ke tale
mai.n Dah gayaa huu.n KHud apne ko aasraa de kar
Adeem Hashmi
Ghazal
tumhaare daaman-e-ra.ngii.n kaa aasraa le kar
chaman ke mast nazaaro.n se khel saktaa huu.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
har haal me.n rahaa jo tiraa aasraa mujhe
maayuus kar sakaa na hujuum-e-balaa mujhe
Hasrat Mohani
Ghazal
rahtaa nahii.n hai dahr me.n jab ko.ii aasraa
us vaqt aadmii pe guzartii hai kyaa na puuchh
Josh Malihabadi
Ghazal
mai.n huu.n naa-muraad aisaa ki bilak ke yaas rotii
kahii.n paa ke aasraa kuchh jo umiid-vaar hotaa