SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatishii.n"
Ghazal MATCHES FOR "aatishii.n"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dil miraa soz-e-nihaa.n se be-muhaabaa jal gayaa
aatish-e-KHaamosh kii maanind goyaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
mai.n ek silsila-e-aatishii.n me.n bai.at thaa
so KHaak ho gayaa naam-o-nishaa.n ke hote hu.e
Iftikhar Arif
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
bikhar rahii hai tap-e-intiqaam se mirii KHaak
guzar rahii hai ko.ii mauj-e-aatishii.n mujh se
Shahid Zaki
Ghazal
vo qahr thaa ki raat kaa patthar pighal pa.Daa
kyaa aatishii.n gulaab khilaa aasmaan par
Zafar Iqbal
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Unknown
Ghazal
is ruu-e-aatishii.n ke tasavvur me.n yaad-e-zulf
yaanii Gazab hai aag lage aur havaa chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
parvaana vasl-e-sham.a pe detaa hai apnii jaa.n
kyuu.nkar rahe dil us ke ruKH-e-aatishii.n se duur
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
gulaab lab to badan chaa.nd aatishii.n ruKHsaar
nazar ke saamne itnaa KHazaana Thiik hai kyaa
Shams Tabrezi
Ghazal
us ruu-e-aatishii.n se burqaa sarak gayaa thaa
gul bah gayaa chaman me.n KHajlat se aab ho kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo bole 'nutq' tirii garmiyo.n me.n aag lage
kabhii kahaa jo ruKH-e-aatishii.n kaa bosa do