SEARCH RESULTS
Showing search results for "adhe.d"
Ghazal MATCHES FOR "adhe.d"
Ghazal
havaa ke sii.ng na pak.Do khade.D detii hai
zamii.n se pe.Do.n ke Taa.nke udhe.D detii hai
Gulzar
Ghazal
ham is udhe.D-bun me.n mohabbat na kar sake
aisaa ko.ii nahii.n magar aisaa ko.ii to ho
Abbas Tabish
Ghazal
jo merii ruuh-o-badan ke Taa.nke udhe.D Daale
to merii nazro.n pe apnii nazro.n ko gaa.D aise
Amir Ameer
Ghazal
naaKHun KHudaa na de tujhe ai panja-e-junuu.n
degaa tamaam aql ke baKHiye udhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
mujhe sire se paka.D kar udhe.D detii hai
mai.n ek jhuuT vo sachche subuut jaisii hai
Aalok Shrivastav
Ghazal
Ahmad Rahi
Ghazal
'alvii' Gazal to kahne chale ho na.ii magar
rakh do na tum KHayaal ke baKHiye adhe.D kar
Mohammad Alvi
Ghazal
Shayan Quraishi
Ghazal
Ahmad Rahi
Ghazal
vo chiiz kyaa hai ki jis kii talaash me.n 'at.har'
udhe.D udhe.D ke apnaa badan dhuno.n KHud ko
Mirza Athar Zia
Ghazal
phir ye kaisaa udhe.D-bun saa lagaa
jaan-e-Gam-diida ko jo ghan saa lagaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ka.ii jamii hu.ii parte.n udhe.D Daalegaa
ye mujh me.n kaun hai utraa kudaal saath liye
Fani Jodhpuri
Ghazal
shab ham ko jo us kii dhun rahii hai
kyaa jii me.n udhe.D-bun rahii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
apnaa shu.uur-o-fikr hai apnii udhe.D-bun
ham log ab kisii pe garaa.n tak nahii.n rahe
Ishaq Asar
Ghazal
kyaa paara-haa-e-pairahan-e-uns baKHiya ho.n
jab ho.n udhe.D-bun me.n majaaniin-e-iKHtilaaf