SEARCH RESULTS
Showing search results for "afu-e-gunaah"
Ghazal MATCHES FOR "afu-e-gunaah"
Ghazal
behtar kahii.n the mujh se vo mai-KHvaar saaqiyaa
hiila jo Dhuu.nDte rahe afu-e-gunaah kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
zabaan mu.nh me.n hai taar-e-gunah kii suurat
tumhaaraa hukm bajaa hai kalaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
husn vaalo.n kii KHudaa.ii hai KHudaa.ii barham
kis ko rahm aa.e mohabbat ke gunah-gaaro.n par
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
vo bosa dete nahii.n gore gore gaalo.n kaa
tumhe.n gavaah ham ai mahr-o-maah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shakir Naiti
Ghazal
mujh ko aaluuda rakhaa is mirii gumraahii ne
araq-e-sharm-e-gunah bhii to bahaane na diyaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
kaif-e-zauq-e-gunaah me.n 'farruKH'
fikr-e-sa.ii-e-najaat bhuul ga.e
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
bahut hai.n roz-e-savaab-o-gunaah dekhne ko
ki ham hai.n zindagi-e-be-panaah dekhne ko
Manmohan Talkh
Ghazal
Ishaq Virdag
Ghazal
araq-e-sharm-e-gunah ashk-e-nadaamat se 'shahiir'
saaf ho jaataa hai sab ruu-e-siyahkaar kaa rang
Shaheer Machlishahri
Ghazal
ik lazzat-e-gunaah thii kyaa lazzat-e-gunaah
taa-umr raas aa.ii na phir bandagii mujhe
Anees Ahmad Anees
Ghazal
kisii pe baar-e-digar bhii nigaah kar na sake
ko.ii bhii shauq ba-hadd-e-gunaah kar na sake
Ali Akbar Abbas
Ghazal
sazaa-e-ishq ba-qadr-e-gunaah naa-mumkin
yahii bahut hai ki barham mizaaj-e-yaar rahe
Yagana Changezi
Ghazal
sabhii uzr-haa-e-gunaah jab hu.e mustarad
to daliil kaisii difaa-e-kaar-e-savaab me.n