SEARCH RESULTS
Showing search results for "afu-e-gunaah"
Nazm MATCHES FOR "afu-e-gunaah"
Nazm
hai meri soch mein raqsan sabhi jazbaat ka rang
nazr-e-ehsaas-e-gunah ho gayaa din raat kaa rang
hai ravaa.n KHuun saa be-rabt KHayaalaat kaa rang
Ain Seen
Nazm
tawaif
teraa zaahir KHushnumaa hai teraa baatin hai siyaah
har adaa terii mukammal daavat-e-jurm-o-gunaah
Mahirul Qadri
Nazm
kya KHabar thi
jurm ho jaa.egaa bahut arzaa.n
ishtihaa-e-gunaah bhii hogii
Muhammad Rashid Athar
Nazm
KHud ko KHud mein tahlil karo
ehsaas-e-gunah ba.Dh jaa.e
paakii, paakii na rah jaa.e
Sahil Ahmad
Nazm
hasan kuza-gar(3)
na gumrahii kii raat kaa
shab-e-gunah kii lazzato.n kaa itnaa zikr kar chukaa
Noon Meem Rashid
Nazm
ek KHwab
KHud apne a.amaal ke khanakte hu.e salaasil me.n Garq aa.e
gunaah barte savaab paa.e
Bilal Ahmad
Nazm
kachhwa aur KHargosh
agar aahistagii hai jurm-o-gunaah
to mai.n KHud apne jurm kaa huu.n gavaah
Ismail Merathi
Nazm
zindagi
zindagii larzaa.n KHudaa ke KHauf se
zindagii vaqf-e-gunah shaam-o-sahar
Mohammad Tanviruzzaman
Nazm
dil-o-dimagh ko ro lunga aah kar lunga
jo tum se kar diyaa mahruum aasmaa.n ne mujhe
mai.n apnii zindagii sarf-e-gunaah kar luu.ngaa
Akhtar Shirani
Nazm
duniya
jo apne naadiida pidar kii hirs o gunah ke pachhtaave ko
apne apne kandhe par laade phirte hai.n
Iftikhar Aazmi
Nazm
aa ja
zaahid-e-KHushk rahaa KHauf-e-gunah se lekin
ab mohabbat kaa gunahgaar banaane aa jaa
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Nazm
nau-jawan se
na dekh zohd kii tuu ismat-e-gunah-aaluud
gunah me.n fitrat-e-ismat-ma.aab paidaa kar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
mimbar pe yuu.n to baiTh ke goshe me.n ai janaab
sab jaante hai.n va.az savaab-o-gunaah kaa