SEARCH RESULTS
Showing search results for "agan"
Ghazal MATCHES FOR "agan"
Ghazal
barf ke ruup me.n Dhal jaa.e.nge saare rishte
mujh se puuchho ki mohabbat kii agan kaisii hai
Wasi Shah
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
diidaar de shitaabii jalne kii taab nii.n hai
is hijr kii agan sii.n dozaKH kii aag aulaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ye rumuuz-e-ma.arifat tujh par ayaa.n ho.nge tabhii
pii tariiqat kaa subuu aur is agan me.n raqs kar
Asif Anjum
Ghazal
Abdussamad Khateeb
Ghazal
KHaamosh na ho soz-e-'siraaj' aaj kii shab puuchh
bha.Dkii hai mire dil me.n tire Gam kii agan bol
Siraj Aurangabadi
Ghazal
saath us kaa nibhaataa huu.n to ye meraa hunar hai
vo shaKHs ba-yak-vaqt hai paanii bhii agan bhii
Pawan Kumar
Ghazal
is jism ko jho.nkaa hai mashaqqat kii agan me.n
har lamha maraa mar ke jiyaa jii ke maraa huu.n
Masood Hassas
Ghazal
sulag rahii huu.n abhii bhii magar mazaa hii nahii.n
saraab-e-naaz Gamo.n kii agan badalnaa to
Sarwat Zehra
Ghazal
ai dost talattuf sii.n mire haal kuu.n aa dekh
siine kii agan mehr ke paanii sii.n bujhaa dekh
Siraj Aurangabadi
Ghazal
naalaa.n hu.aa hai jal kar siine me.n man hamaaraa
pi.njre me.n boltaa hai garm aaj agan hamaaraa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
haalaat ne har shai kii taasiir badal Daalii
sunte hai.n ki shabnam bhii girtii hai agan o.Dhe
Neelu Megh Neelam
Ghazal
agan jo krodh kii ThanDii pa.De chale aanaa
sulah kii khol ke rakkhii hai.n khi.Dkiyaa.n ab bhii
Hiralal Yadav Hira
Ghazal
Saabir Usmani
Ghazal
agan ba.Dhaanaa chaahtaa thaa hijr kii mai.n jis qadar
udhar bahaar aa.ii aur vo meraa kaam kar ga.ii
Madhav Jha
Ghazal
aag siino.n me.n rahe bas bahs ye bekaar hai
surKH kis kii aag hai aur niilii hai kis kii agan