SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahl-e-khaana"
Ghazal MATCHES FOR "ahl-e-khaana"
Ghazal
ahl-e-KHaana kii bhii naaraazgii kii baate.n kar
KHud se KHud kii kabhii aavaargii kii baate.n kar
Akhtar Roorkavi
Ghazal
sab piichhe hii rah jaa.e.nge ai 'KHaana-ba-doshaa'
ye maal maveshii tire Dangar ye tire Dhor
Samar Khanabadosh
Ghazal
Samar Khanabadosh
Ghazal
'aql kaa kaam nahii.n kaar-e-junuu.n me.n ai dil
varna aasaan kahaa.n KHud kaa KHasaara karnaa
Samar Khanabadosh
Ghazal
Samar Khanabadosh
Ghazal
izn thaa KHaana-ba-dosho.n ko bhii goyaa.ii kaa
ham bhii mahfil me.n uThe KHvaahish-e-guftaar rakhii
Samar Khanabadosh
Ghazal
nigaah-e-‘afv ho murshid ki tere 'KHaana-ba-dosh'
makaa.n ko chho.D ke ab to makii.n pe aan pa.De
Samar Khanabadosh
Ghazal
ahl-e-KHaana mujhe ab vaqt nahii.n de paate
vaise har saal janam-din pe gha.Dii miltii hai
Umair Najmi
Ghazal
saaneha kyaa us pe guzraa kaun uTh kar dekhtaa
ahl-e-KHaana so ga.e lekin diyaa jaltaa rahaa
athar shakeel
Ghazal
'raaje' jo kuchh bhii faisla ahl-e-KHirad kare.n
mere liye to sirf mohabbat hai zindagii
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
ai ahl-e-sitam sun lo paiGaam-e-taGayyur hai.n
zindaan-e-taKHayyul me.n bajtii hu.ii zanjiire.n
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
raah-e-ulfat kaa tasavvur bhii kabhii ai 'raaje'
ahl-e-daanish ke liye baar-e-garaa.n hotaa hai
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
Maya Khanna Raje Barelvi
Ghazal
mai.n ahl-e-KHaana-e-sayyaad mujh se kyaa yaarii
tum us parinde se kahnaa idhar na aa.egaa
Kuldeep Kumar
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
ye kyaa KHabar thii ki ai ranj-e-raa.egaa.n-nafsii
dhu.aa.n bhii siina-e-ahl-e-nazar se niklegaa