SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahl-e-saif"
Ghazal MATCHES FOR "ahl-e-saif"
Ghazal
kashtii ba.Dhaa rahaa hai jo ma.njdhaar kii taraf
ai 'saif' us ke haath se patvaar chhiin le
Saif Sehri
Ghazal
khel samjhaa thaa magar tark-e-mohabbat ai 'saif'
Gaur anjaam pe karnaa thaa qasam se pahle
Saif Bijnori
Ghazal
hazaar dair-o-haram sadd-e-raah hu.e ai 'saif'
talaash kar hii liyaa dil ne aastaa.n un kaa
Saif Bijnori
Ghazal
in dino.n ai 'saif' apnaa to yahii hai mashGala
jo.Dtaa jaataa huu.n mai.n aur TuuTtaa jaataa hai dil
Saif Samastipuri
Ghazal
suraaG-e-kaahkashaa.n ahl-e-dil ko mil hii gayaa
tumhaarii raahguzar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Saif Bijnori
Ghazal
jii chaahtaa hai le ke use bhaag jaa.uu.n mai.n
ai 'saif' us kaa baap magar kotvaal hai
Saif Dehlvi
Ghazal
hazrat-e-'saif' mohabbat kaa nasha ho jin par
un ko samjhaanaa hai be-kaar KHudaa KHair kare
Saif Dehlvi
Ghazal
'zulfii' vo sarzamii.n ki jahaa.n dafn hai 'shakeb'
vo kyuu.n na ahl-e-fan ke liye mohtaram bane
Saif Zulfi
Ghazal
ahl-e-mahfil dekhte hii 'saif' be-KHud ho ga.e
har adaa saaqii kii sharh-e-jaam ho kar rah ga.ii
Saif Bijnori
Ghazal
ab kisii naa-ahl kii taqliid ke qaa.il nahii.n
ahl-e-gulshan vaaqif-e-suud-o-ziyaa.n hone lage
Saif Sehri
Ghazal
ko.ii aisaa ahl-e-dil ho ki fasaana-e-mohabbat
mai.n use sunaa ke ro.uu.n vo mujhe sunaa ke ro.e
Saifuddin Saif
Ghazal
kaise jiite hai.n ye kis tarah jiye jaate hai.n
ahl-e-dil kii basar-auqaat pe ronaa aayaa
Saifuddin Saif
Ghazal
ahl-e-dil hasrat-e-dil le ke tumhaare dar par
aaj kis bhes me.n aa.e hai.n tumhe.n kyaa ma.aluum
Saifuddin Saif
Ghazal
Saifuddin Saif
Ghazal
allaah-re KHud-farebii-e-ahl-e-haram ki ab
bande bhii dekhte hai.n KHudaa ke maqaam se
Saifuddin Saif
Ghazal
ai 'saif' samajh le ki isii shahr ne aksar
luuTaa hai use jo bhii yahaa.n dil se milaa hai