SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahl-e-zarf"
Ghazal MATCHES FOR "ahl-e-zarf"
Ghazal
ham ahl-e-zarf hai.n yuu.n hii KHafaa nahii.n hote
vafaa-shi.aar kabhii bevafaa nahii.n hote
Kavita Kiran
Ghazal
ham ahl-e-zarf ki Gam-KHaana-e-hunar me.n rahe
sifaal-e-nam kii tarah dast-e-kuuza-gar me.n rahe
Sahar Ansari
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
kuchh ahl-e-zarf dekhte hai.n us ke nuur ko
mahruum diidiyo.n ko bahut diida-var ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
ye ahl-e-zarf kii himmat ko aazmaate hai.n
har ek dil ko nahii.n aate raas sannaaTe
Saleem Ansari
Ghazal
jo ahl-e-zarf the paivandgii ke qaa.il the
KHasiis log to chhat me.n shigaaf karte rahe
Saqib Harooni
Ghazal
vo ahl-e-zarf the saayaa talaash karte rahe
ham ahl-e-kashf hai.n u.Dte hu.e Gubaar me.n hai.n
Aisha Ayub
Ghazal
ham ahl-e-zarf abhii tak hai.n ek jins-e-latiif
jinhe.n kuchal diyaa duniyaa ne aazmaane ko
Sahab Qazalbash
Ghazal
kabhii jo shab kii siyaahii se naa-gahaa.n guzre
ham ahl-e-zarf har ik soch par garaa.n guzre
Chandrabhan Khayal
Ghazal
KHayaal me.n tire paikar ko chuum lete hai.n
ham ahl-e-zarf hai.n patthar ko chuum lete hai.n
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
ahl-e-zarf aape se baahar nahii.n hote 'aarif'
ham samundar the na biphre nadii naalo.n kii tarah
Iqbal Ahmad Khan Arif
Ghazal
phir us ne 'raaz' chhuu liye saaGar ke surKH ho.nT
KHatre me.n ahl-e-zarf kii phir aabruu rahii
Ayyub Aadil
Ghazal
bas ahl-e-zarf hii ko ijaazat hai diid kii
har aa.nkh ke liye nahii.n diidaar-e-aa.ina
Rana Mazhari Dehlvi
Ghazal
kamii pahle hii thii shaayaan ahl-e-zarf kii lekin
nazar se ho rahe hai.n aaj kal ahl-e-nazar Gaa.eb
Shayan Quraishi
Ghazal
vo aur hai.n jo bahakte hai.n jaam pii pii kar
ham ahl-e-zarf ke pii kar qadam sa.nbhalte hai.n
Mahwar Sirsivi
Ghazal
jo ahl-e-zarf hai.n pyaase vahii hai.n mahfil me.n
ye daur kis kaa hai ye intizaam kis kaa hai
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
sab ahl-e-zarf raah-e-'amal par hu.e ravaa.n
kam-zarf idhar udhar ke KHayaalo.n me.n ghir ga.e
Jigar Jalandhari
Ghazal
hamaaraa dard bhii kuchh tum se muKHtalif to na thaa
ham ahl-e-zarf the chiiKH-o-pukaar kyaa karte