SEARCH RESULTS
Showing search results for "ain-uupar"
Ghazal MATCHES FOR "ain-uupar"
Ghazal
aazaar bahut lazzat-e-aazaar bahut hai
dil dast-e-sitam-gar kaa talabgaar bahut hai
Ajmal Ajmali
Ghazal
badal-e-lazzat-e-aazaar kahaa.n se laa.uu.n
ab tujhe ai sitam-e-yaar kahaa.n se laa.uu.n
Hasrat Mohani
Ghazal
un kaa andaaz-e-bayaa.n aur asar to dekho
guftuguu kaa ye saliiqa ye hunar to dekho
Firoza Yasmeen
Ghazal
khii.nch laa.ii hai yahaa.n lazzat-e-aazaar mujhe
jahaa.n paanii na mile aaj vahaa.n maar mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
khule jo aah me.n baab-e-asar na pahchaane
KHushii kaa rang Gam-e-mo'tabar na pahchaane
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
kuucha-e-tamannaa se kaar-gaah-e-aazar tak
sa.ng sang milte hai.n vaqt ke payambar tak
Abid Akhtar
Ghazal
ek dafa jo tire zer-e-asar andhaa hu.aa
aglii dafa bhii vahii hogaa agar andhaa hu.aa
Muzdam Khan
Ghazal
'ajiib dhuup ke zer-e-asar rahaa huu.n mai.n
shadiid chhaa.o.n me.n chalne se Dar rahaa huu.n mai.n
Devang Thakur
Ghazal
dikhaa rahii hai jahaa.n dhuup ab asar apnaa
bikhertaa thaa vahii.n saaya ik shajar apnaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
ik umar saath saath mire zindagii rahii
lekin kisii baKHiil kii daulat banii rahii
Khurshid Ahmad Jami
Ghazal
ba-juz ishq ke aur aazaar hotaa
mai.n apnii nigaaho.n me.n KHud KHvaar hotaa
Mohan Singh Deewana
Ghazal
Syed Mohammad Baqar
Ghazal
har chand us ne KHuugar-e-aazaar kar diyaa
naGmaat-e-zindagii ko to bedaar kar diyaa
Habeeb Ahmad Siddiqui
Ghazal
miraa KHayaal hai paaband-e-hasrat-o-aazaar
mire gumaan me.n bhii tuu nahii.n suruur ko paar