SEARCH RESULTS
Showing search results for "aishwarya a"
Ghazal MATCHES FOR "aishwarya a"
Ghazal
nayaa shaguufa ishaara-e-yaar par khilaa hai
gulaab ab ke chaman kii diivaar par khilaa hai
Saba Naqvi
Ghazal
tire ishaara-e-abruu kaa ehtiraam kare.n
vajuud apnaa sambhaale.n ki teraa kaam kare.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
ham ko to dard-e-judaa.ii se hii mar jaanaa thaa
chand roz aur na qaatil ko ishaara karte
A G Josh
Ghazal
ishaara-e-gul-o-bulbul pe chashmak-e-nargis
ilaahii raaz kisii kaa bhii aashkaar na ho
Yagana Changezi
Ghazal
tumhaare Guncha-o-gul se Garaz nahii.n mujh ko
idhar ishaara-e-baad-e-sabaa se aayaa huu.n
Rais Amrohvi
Ghazal
chhaa rahaa hai bazm-e-aalam par sukuut-e-naaravaa
ik ishaara ai nigaah-e-naaz honaa chaahiye
Mustafa Husain Nayyar
Ghazal
kahaa.n se laa.uu.n ilaahii vo duurbii.n aa.nkhe.n
ki ho ishaara-e-angusht-e-haq-numaa maa'luum
Shad Azimabadi
Ghazal
tire ishaara-e-abruu pe rut badaltii hai
bahaar hai na tasallut me.n hai KHizaa.n mere
Sattar Syed
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ik ishaara-e-fardaa ek jumbish-e-lab kyaa
dekh dikhaataa hai va.ada-e-tazabzab kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
aa.nkho.n se yuu.n ishaara-e-dushman na dekhte
hote na is qadar jo nigahbaaniyo.n me.n ham
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
ab ke hame.n ishaara-e-anjum na thaa ko.ii
khii.nche zamii.n ne haath to la.ngar uThaa liye
Mohammad Asadullah
Ghazal
bantii mataa-e-kashf to kyaa aa.ine kii chhuuT
lazzat hii kuchh ishaara-e-ham-raaz se uThaa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
kyo.n achaanak nii.nd in aa.nkho.n se Gaa.eb ho ga.ii
aap KHvaabo.n me.n kise de kar ishaara aa ga.e
Om Awasthi
Ghazal
zamiin kartii hai mujh ko ishaara-e-parvaaz
mirii tamaam bulandii rahiin-e-pastii hai
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
kabhii vo paas bulaataa to ye dil-e-durvesh
bas ik ishaara-e-abruu pe jhuumtaa jaataa
Aftab Hussain
Ghazal
abhii thak kar mai.n bistar par giraa thaa
safar kaa phir ishaara aa gayaa thaa
Syed Konain Haider Kazmi
Ghazal
bantii mataa-e-kashf to kyaa aa.ine kii chhuuT
lazzat hii kuchh ishaara-e-ham-raaz se uThaa
Aziz Hamid Madni
Ghazal
tujhe KHabar ho to bol ai mire sitaara-e-shab
mirii samajh me.n to aataa nahii.n ishaara-e-shab
Farhat Ehsas
Ghazal
firaaq-e-yaar se begaanagii nahii.n saabit
KHayaal-e-vasl bhii hogaa jo ho ishaara-e-shab