SEARCH RESULTS
Showing search results for "akar ank 001 magazines"
Ghazal MATCHES FOR "akar ank 001 magazines"
Ghazal
kaaT rahaa huu.n ik ik din aazaar ke saath
jaise raat guzartii hai biimaar ke saath
Khaqan Khavar
Ghazal
aa.nkh ko namnaak kar jaataa hai aksar in dino.n
aap se mil kar bichha.D jaane kaa manzar in dino.n
Khalid Naiyer
Ghazal
Naseem Begum Naseem
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
aayat-e-rahmat-e-yazdaa.n kii tarah dil me.n utar
ek ik lafz me.n ek ek bayaa.n me.n aa jaa
Aziz Qaisi
Ghazal
ko.ii to hai jo aaho.n me.n asar aane nahii.n detaa
mire naKHl-e-tamannaa pe samar aane nahii.n detaa
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
Yasir Raza Asif
Ghazal
phuul shaaKHo.n se zamii.n par na utar aa.e.n kahii.n
us ko jaate hu.e dekhaa hai chaman kii jaanib
Farhad Ahmad Figar
Ghazal
tasviir 'musavvir' ne jo khii.nchii hai kisii kii
huure.n na utar aa.e.n pa-e-diid zamii.n par
Musavvir Karanjavi
Ghazal
gard-e-safar me.n phuul se chehre utar ga.e
aa.iina un ko dekh ke hairaan rah gayaa
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
chalne lagii har samt se jab baad-e-KHush-aasaar
ik aur bha.nvar ham ne samundar se nikaalaa
Aslam Mahmood
Ghazal
us chashm-e-fusuu.n-gar me.n nazar aatii hai aksar
ik aatish-e-KHaamosh ki jo dil ko jalaa de
Fuzail Jafri
Ghazal
hamaaraa 'akbar' ek hii KHudaa thaa aur bas!
nisaar but-parast go sanam sanam pe the
Akbar Hyderabadi
Ghazal
hazaar saal masarrat kii zindagii bhii 'asar'
na ek lamha na ik pal na ek aan lage