SEARCH RESULTS
Showing search results for "al-atash"
Ghazal MATCHES FOR "al-atash"
Ghazal
sahraa me.n har taraf hai vahii shor-e-al-atash
dariyaa kaa ruKH badal na sake log aaKHirash
Hamid Husain Hamid
Ghazal
uTh rahii hai merii miTTii se sadaa-e-al-atash
KHaalii mashkiiza liye apnaa ghaTaa KHaamosh hai
Ameer Imam
Ghazal
mo.D ik kahaanii kaa sach kii paasbaanii kaa
al-'atash kii aavaaze.n dasht me.n kinaar-e-juu
Nasir Shahzad
Ghazal
al-atash chillaa rahe hai.n saare hii piir-o-javaa.n
abr-e-baaraa.n bhej de rahmat kaa paanii bhej de
Mukhtar Tonki
Ghazal
Baqar Mehdi
Ghazal
hamaare lab pe vahii al-'atash kaa naGma hai
kanaar-e-aab-e-ravaa.n karbalaa hai kitnii der
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
hamaare lab pe vahii al-‘atash kaa naGma hai
kanaar-e-aab-e-ravaa.n karbalaa hai kitnii der
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
vo al-atash kii sadaa.e.n vo karb-e-tishna-labii
furaat jis ke tasavvur se aab aab hu.aa
Naz Qadri
Ghazal
Qadr Bilgrami
Ghazal
nigaar-KHaana-e-aatish hu.aa hai saaraa badan
sulagte rahnaa bhii kaar-e-savaab ho gayaa hai
Moid Rasheedi
Ghazal
dahan par hai.n un ke gumaa.n kaise kaise
kalaam aate hai.n darmiyaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
payambar mai.n nahii.n 'aashiq huu.n jaanii
rahe muusii hii se ye lan-taraanii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
fikr-e-buland ne mirii aisaa kiyaa buland
'aatish' zamiin-e-sher se past aasmaa.n hu.aa