SEARCH RESULTS
Showing search results for "alif"
Ghazal MATCHES FOR "alif"
Ghazal
tab se aashiq hai.n ham ai tifl-e-parii-vash tere
jab se maktab me.n tuu kahtaa thaa alif be te se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ham-sar-e-zulf qad-e-huur-e-shamaa.il Thahraa
laam kaa KHuub alif madd-e-muqaabil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
shahr kii saarii alif-lailaa.e.n buu.Dhii ho chukii.n
shaahzaade ko ko.ii taaza kahaanii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
piirii se miraa nau'-e-digar haal hu.aa hai
vo qad jo alif saa thaa so ab daal hu.aa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
allaah re hausla mire qalb-e-do-niim kaa
jis ne sabaq pa.Dhaa hai alif laam miim kaa
Rasheed Rampuri
Ghazal
pa.Dh ke hairaa.n huu.n KHabar aKHbaar me.n
mai.n alif na.ngaa phiraa baazaar me.n
Mohammad Alvi
Ghazal
jahaa.n hai maktab-e-hastii sabaq hai chup rahnaa
ba.Daa gunaah yahaa.n hai alif se be kahnaa
Shad Azimabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
taa'riif tire qad kii alif-vaar siriijan
jaa sarv-e-gulistaa.n kuu.n KHush-alhaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
yaad ulfat kii kahaanii hai alif se ye tak
ye tujhe aaj sunaanii hai alif se ye tak
Ibrahim Noori
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Joshish Azimabadi
Ghazal
yak alif besh nahii.n saiqal-e-aa.iina hanuuz
chaak kartaa huu.n mai.n jab se ki garebaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkho.n aa.nkho.n me.n ishaaraat alif se ye tak
sahme sahme se hai.n jazbaat alif se ye tak