SEARCH RESULTS
Showing search results for "alqaab"
Ghazal MATCHES FOR "alqaab"
Ghazal
maa.nge-taa.nge kii qabaa.e.n der tak rahtii nahii.n
yaar logo.n ke laqab-alqaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
savaab-o-taa.at-o-taqvaa faziilat-o-alqaab
pa.De hu.e the kahii.n mai.n nashe se mil rahaa thaa
Ali Zaryoun
Ghazal
saltanat haath se jaatii rahii lekin ham log
chand baKHshe hu.e alqaab liye phirte hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
mujh pe tanqiid bhii hotii hai to alqaab ke saath
kam se kam itnaa saliiqa to hai begaane me.n
Iqbal Azeem
Ghazal
kuchh to taa-umr rahe kasb-e-hunar me.n masruuf
aur kuchh tamGa-o-alqaab ke piichhe piichhe
Wasi Shah
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
naama-bar mujh se ye kahtaa hai ki tum to kyaa ho
baadshah bhii to vahaa.n qaabil-e-alqaab nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
yaar ko tum se mohabbat nahii.n to ai 'aatish'
KHat me.n alqaab ye phir mushfiq-e-man hai kis kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
be-naam hu.e naam kii takriim ke haatho.n
pahchaantaa kyaa ko.ii ki alqaab bahut the
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
dil-shikan ahd-shikan sabr-shikan qadr-shikan
puuchh le apne sab alqaab-e-sifaatii mujh se
Shabnam Rumani
Ghazal
chaahte hai.n jo tujhe un kii mohabbat 'aaqib'
tujh se mansuub jo alqaab hu.aa karte hai.n
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
taqdiir ke darbaar me.n alqaab pa.De the
ham log magar KHvaab me.n be-KHvaab pa.De the
KHalid Malik Sahil
Ghazal
sach to ye hai ki nahii.n ek bhii sachchaa in me.n
jitne alqaab mire saath safar karte hai.n
Tariq Qamar
Ghazal
aise guftaar ne kirdaar kii KHil.at nochii
maathe likkhe hu.e alqaab kii chiiKHe.n niklii.n
Ikram Azam
Ghazal
ibaadate.n hai.n vahii aur vahii du.aa.e.n hai.n
magar du.aa me.n jo alqaab the vo badle ga.e