SEARCH RESULTS
Showing search results for "alqaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "alqaab"
Ghazal
maa.nge-taa.nge kii qabaa.e.n der tak rahtii nahii.n
yaar logo.n ke laqab-alqaab mat dekhaa karo
Ahmad Faraz
Ghazal
Shad Azimabadi
Nazm
26 january
jamhuuriyat-navaaz bashar-dost amn-KHvaah
KHud ko jo KHud diye the vo alqaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
alqaab
अलक़ाबاَلقاب
Arabic
titles, form of address in letter-writing, honorific names appellations, the title which got from the king, etc.
MORE MATCHES FOR "alqaab"
Ghazal
saltanat haath se jaatii rahii lekin ham log
chand baKHshe hu.e alqaab liye phirte hai.n
Faragh Rohvi
Ghazal
mujh pe tanqiid bhii hotii hai to alqaab ke saath
kam se kam itnaa saliiqa to hai begaane me.n
Iqbal Azeem
Sher
jamhuuriyat-navaaz bashar-dost amn-KHvaah
KHud ko jo KHud diye the vo alqaab kyaa hu.e
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kuchh to taa-umr rahe kasb-e-hunar me.n masruuf
aur kuchh tamGa-o-alqaab ke piichhe piichhe
Wasi Shah
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
naama-bar mujh se ye kahtaa hai ki tum to kyaa ho
baadshah bhii to vahaa.n qaabil-e-alqaab nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
yaar ko tum se mohabbat nahii.n to ai 'aatish'
KHat me.n alqaab ye phir mushfiq-e-man hai kis kaa





