SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaa-pasand"
Ghazal MATCHES FOR "anaa-pasand"
Ghazal
ye ishq-e-KHaaksaar vo husn-e-anaa-pasand
big.De kahii.n na baat isii KHalfishaar me.n
Ayyub Qasim Karjikar
Ghazal
nai aadmii pasand na us ko KHudaa pasand
hai aa.ine me.n qaid miraa aa.iina pasand
Imdad Akash
Ghazal
anaa pasand tabii.at kii sarfaraazii dekh
ki 'naaz' KHaak me.n mil kar bhii aaftaab hu.aa
Naz Qadri
Ghazal
anaa-pasand hai.n 'hastii'-jii sach sahii lekin
nazar ko apnii hamesha jhukaa ke rakhte hai.n
Hastimal Hasti
Ghazal
mai.n bhii anaa-pasand huu.n lekin karuu.n to kyaa
dil maantaa nahii.n use sajda kiye baGair
Mahmood Sarosh
Ghazal
anaa pasand thaa baisaakhiyo.n ko chhuutaa kyuu.n
rahaa vo sarkash-o-baaGii magar apang rahaa
Saleem Shahzad
Ghazal
anaa-pasand bulandii pe aa ke bhuul ga.e
agar kamaan zaraa KHam rahe to baat bane
Arvind Sharma Azaan
Ghazal
tum anaa-pasand 'aadil' aur na kiina-parvar ho
mil gayaa KHudaa tum ko jhuk ga.ii jabii.n hai kyaa
Aadil Muzaffarpuri
Ghazal
anaa-pasand anaa ke nashe me.n bhuul ga.e
ye shahd vo hai ki jis ke KHamiir me.n sam hai
Ghaus Mohammad Ghausi
Ghazal
daroG-e-maslahat-aamez ke KHaraabe me.n
anaa-pasand mizaajo.n ko dar-ba-dar kar de
Wakil Akhtar
Ghazal
Indira Varma
Ghazal
har ko.ii shahr me.n paaband-e-anaa lagtaa hai
kyaa tamaashaa hai ki har shaKHs KHudaa lagtaa hai
Nadir Siddiqui
Ghazal
havaa-e-sair-e-gul aa.iina-e-be-mehrii-e-qaatil
ki andaaz-e-ba-KHuu.n-Galtiidan-e-bismil-pasand aayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
hamaare she'r the fitrat kaa aa.ina lekin
anaa-gaziida KHudaa.o.n ko naa-pasand rahe
Muzaffar Ahmad Muzaffar
Ghazal
hai qat-e-ta.alluq se dil KHush bhii bahut apnaa
ik had hii banaa lenaa kab ham ko pasand aayaa
Muneer Niyazi
Ghazal
jo dekhtaa hai vahii boltaa hai logo.n se
ye aa.ina bhii haqiiqat-pasand kitnaa hai