SEARCH RESULTS
Showing search results for "anaa.dii"
Ghazal MATCHES FOR "anaa.dii"
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
dekh liijegaa anaa.Dii baaGbaa.n ke haath se
khurpiyo.n ke zaKHm khaa khaa kar chaman mar jaa.egaa
Sardar Panchhi
Ghazal
Thokare.n voTo.n ke badle me.n anaa.Dii le gayaa
maal-o-daulat sab siyaasat kaa khilaa.Dii le gayaa
Deedar Bastawi
Ghazal
zihaanate.n thii.n tirii yaa anaa.Dii-pan apnaa
savaal vasl se pahle hii laa-javaab hu.e
Haider Qureshi
Ghazal
ye daur vo hai ki sab niim-jaa.n nazar aa.e
ki raqs me.n hai anaa.Dii ke haath me.n talvaar
Shaz Tamkanat
Ghazal
anaa.Dii-pan na kaho merii saada-lauhii ko
huu.n nau-niyaaz magar kuhna-mashq-e-jazb-o-junuu.n
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
hijr se TuuT ke mai.n aah-o-bukaa karne lagaa
mujh anaa.Dii ko mohabbat bhii nahii.n aatii hai
Tasleem Niyazi
Ghazal
mohabbat me.n anaa.Dii-pan bahut nuqsaan-deh hai
ye jhuulaa pahle chakkar me.n ulaT jaa.egaa saahib
Hamza Yaqub
Ghazal
ik baar kiyaa mai.n ne bas pyaar anaa.Dii saa
haa.n pyaar ko likh likh kar maahir hu.aa jaataa huu.n
Sarwar nepali
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
mai.n samajhtaa thaa jise ghaag anaa.Dii niklaa
har adaakaar to fankaar nahii.n ho saktaa
Faizan Jaffery Al-Khwarzami
Ghazal
tum mohabbat me.n anaa.Dii ho isii se dekh lo
jaise tum ne mujh ko chuumaa hai nishaa.n rah jaa.e.nge
Rizwan Muqeem
Ghazal
hai bazm-e-yaar yaa hai sitam-gaah-e-rozgaar
hai ban gayaa yahaa.n pe 'inaadii nizaam bas
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
na jaane KHatm hu.ii kab hamaarii aazaadii
ta.alluqaat kii paabandiyaa.n nibhaate hu.e
Azhar Iqbal
Ghazal
qurbate.n hote hu.e bhii faaslo.n me.n qaid hai.n
kitnii aazaadii se ham apnii hado.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Ghazal
ab is ghar kii aabaadii mehmaano.n par hai
ko.ii aa jaa.e to vaqt guzar jaataa hai