SEARCH RESULTS
Showing search results for "ansaar"
Ghazal MATCHES FOR "ansaar"
Ghazal
ye jo mere andar phailii KHaamoshii hai
tum kyaa jaano kitnii gahrii KHaamoshii hai
Rashid Ansar
Ghazal
ab bhii maujuud hai vo bai.at-e-faasiq kaa savaal
aur matluub hai vo jur.at-e-inkaar ab bhii
Ajmal Siraj
Ghazal
ansaar ke KHanjar pe muhaajir kaa lahuu hai
taariiKH ne aisaa kabhii manzar nahii.n dekhaa
Ramz Azimabadi
Ghazal
ye bad-qimaash jo ahal-e-ataa bane hu.e hai.n
bashar to ban nahii.n sakte KHudaa bane hu.e hai.n
Syed Anser
Ghazal
is takallum kii adaa par ko.ii kyaa baat kare
ho.nT chup ho.n to tiraa ra.ng-e-hinaa baat kare
Syed Anser
Ghazal
Rashid Ansar
Ghazal
vo muttahid hai.n dars-e-musaavaat ke baGair
ham dars le ke baT ga.e ansaar-o-KHaan me.n
Faheem Jogapuri
Ghazal
malaal ye hai masaa.il kaa hal banaate hu.e
ga.nvaa ke baiTh ga.e aaj kal banaate hu.e
Syed Anser
Ghazal
har ek chehra-e-parvaana-e-vafaa ko pa.Dhaa
charaaG-e-KHema-e-ansaar ko bujhaate hu.e
Rafi Sirsivi
Ghazal
gar sochiye muhaajir-o-ansaar kii tarah
jazba nahii.n hai jazba-e-iisaar kii tarah
Iqbal Khalish
Ghazal
lo haq ke liye apnii ja.De.n chho.D dii.n ham ne
ab ghar se nikal kar ko.ii ansaar bhii aa.e
Moin Shadab
Ghazal
'ansar' kuchh is tarah se lapaktii hai.n aa.ndhiyaa.n
jaise ko.ii KHazaana chhupaa hai charaaG me.n