SEARCH RESULTS
Showing search results for "asar-e-naala-e-dil-haa-e-hazii.n"
Ghazal MATCHES FOR "asar-e-naala-e-dil-haa-e-hazii.n"
Ghazal
aayaa na raas naala-e-dil kaa asar mujhe
ab tum mile to kuchh nahii.n apnii KHabar mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
naala-e-dil me.n mire ab vo asar ho ki na ho
kyaa pataa un ko mire Gam kii KHabar ho ki na ho
Nasir Ansari
Ghazal
vaaqif hai.n mere naala-e-dil ke asar se aap
bechain hai.n jo sadma-e-dard-e-jigar se aap
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
asar-e-naala-e-aashiq nahii.n dekhaa tum ne
thaam lo dil ko sambhal baiTho ab achchhaa dekho
Bedam Shah Warsi
Ghazal
kisii ke dil ko bhalaa khii.nche kyaa tiraa naala
'asar' asar ho ko.ii jab na aah-o-zaarii me.n
Asar Saeed
Ghazal
naalo.n se agar mai.n ne kabhii kaam liyaa hai
KHud hii asar-e-naala se dil thaam liyaa hai
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
rasman hii un ko naala-e-dil kii KHabar to ho
ya.anii asar na ho to fareb-e-asar to ho
Seemab Akbarabadi
Ghazal
naala-e-dil ne hamaare to asar kam na kiyaa
aur ma.azuurii ziyaada hu.ii dil-daaro.n ko
Raza Azimabadi
Ghazal
bas naala-e-dil bas mujhe ummiid nahii.n hai
mu.nh dekhne vaalo.n me.n hai zaalim ke asar bhii
Saqib Lakhnavi
Ghazal
kah diyaa sab kuchh ba-shakl-e-sher un kii bazm me.n
naala-e-dil-soz ko ham yuu.n asar tak le ga.e
Maroof Raebarelvi
Ghazal
naala-e-dil ke asar kaa na karo mujh se gila
mujh ko kyaa ilm ki kis tarah rasaa hotaa hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
nasiib-e-ahl-e-vafaa ye sukuun-e-dil to na thaa
zaruur naala-e-dil be-asar gayaa ko.ii
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
rashk-e-ham-tarhi o dard-e-asar-e-baa.ng-e-hazii.n
naala-e-murG-e-sahar teG-e-do-dam hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
hai mire dil me.n naala-haa-e-'miir'
aur na 'Gaalib' kii hasrat-e-taamiir