SEARCH RESULTS
Showing search results for "asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud"
Ghazal MATCHES FOR "asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud"
Ghazal
asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud ek hai
hairaa.n huu.n phir mushaahida hai kis hisaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
jab ko.ii farq shaahid-o-mash.huud me.n nahii.n
kaise kare kisii ko ko.ii duusraa pasand
Imdad Akash
Ghazal
aa.iina ban ki shaahid-o-mash.huud ek hai
us ruu-e-paak ko nazar-e-paak chaahiye
Ismail Merathi
Ghazal
'shaahid' hai miraa naam shahiido.n kii safo.n me.n
ai mere vatan asl me.n Gaddaar bahut huu.n
Shahid Mahmood
Ghazal
tujhe jab se ai shaahid-e-tuur dekhaa
jidhar aa.nkh Daalii udhar nuur dekhaa
Muneer Ahmad Jami
Ghazal
dil-e-shahiid hu.aa hai shahiid-e-husn-e-sifaat
pilaayaa zauq-e-nazar ne bhii jaam-e-aab-e-hayaat
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
is daur me.n shahiid ke vaaris ko maal de
phir shaahid-o-shuhuud se aage kii baat kar
Shabbeer Ehram
Ghazal
dil shahiid-e-rah-e-daamaa.n na hu.aa thaa so hu.aa
Tuk.De Tuk.De jo garebaa.n na hu.aa thaa so hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hama-tan-gosh hai vo shaahid-e-zebaa-e-Gazal
hai sukuut-e-azalii husn-e-taqaazaa-e-Gazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
Shivraj Bahar
Ghazal
shahiid-e-ishq hu.e qais naamvar kii tarah
jahaa.n me.n aib bhii ham ne kiye hunar kii tarah
Meer Anees
Ghazal
dayaar-e-shaahid-e-bilqiis-adaa se aayaa huu.n
mai.n ik faqiir huu.n shahr-e-sabaa se aayaa huu.n
Rais Amrohvi
Ghazal
aap se aap ayaa.n shaahid-e-ma.anii hogaa
ek din gardish-e-aflaak se ye bhii hogaa
Yagana Changezi
Ghazal
sahar hii aa.ii na vo shaahid-e-sahar aayaa
Gubaar-e-shab kaa musaafir hii mere ghar aayaa
Javed Akram Farooqi
Ghazal
mai.n shahiid-e-naaz huu.n maskan miraa madfan hu.aa
aaqibat meraa kafan meraa hii pairaahan hu.aa
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
shaahid-e-Gaib huvaidaa na hu.aa thaa so hu.aa
husn par aap ne shaidaa na hu.aa thaa so hu.aa
Baqar Agah Vellori
Ghazal
ek hii jalva hai jab ha.ngaama-aaraa-e-shuhuud
phir vahii shaahid vahii mash.huud honaa chaahiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
halaak-e-teG-e-jafaa yaa shahiid-e-naaz kare
tiraa karam hai jise jaise sarfaraaz kare