SEARCH RESULTS
Showing search results for "atraaf"
Ghazal MATCHES FOR "atraaf"
Ghazal
kitne aish se rahte ho.nge kitne itraate ho.nge
jaane kaise log vo ho.nge jo us ko bhaate ho.nge
Jaun Eliya
Ghazal
atraaf mere khii.nchaa gayaa KHauf kaa hisaar
Dahte hu.e makaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
dii hai vahshat to ye vahshat hii musalsal ho jaa.e
raqs karte hu.e atraaf me.n jangal ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
ham ne khilte dekhnaa hai phir KHayaabaan-e-bahaar
shahr ke atraaf kii miTTii me.n sonaa hai abhii
Muneer Niyazi
Ghazal
vaaqa.ii nuur liye phirte hai.n sar pe ko.ii
apne atraaf jo saaya nahii.n rahne dete
Sagheer Malal
Ghazal
mere atraaf to girtii hu.ii diivaare.n hai.n
saaya-e-umr-e-ravaa.n mujh ko sambhaal aise me.n
Naseer Turabi
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
chhoTii sii nazar aatii hai atraaf kii har shai
is vaqt mai.n kuchh itnaa ba.Daa soch rahaa huu.n
Danish Naqwi
Ghazal
gum hu.aa KHud me.n to ik nuqta-e-mauhuum hu.aa
munkashif hote hii atraaf pe chhaayaa huu.n mai.n
Tariq Qamar
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
ek madfuun dafiina inhii.n atraaf me.n thaa
KHaak u.Dtii hai yahaa.n aur vo gauhar gum hai
Rafi Raza
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
mere atraaf ye zanjiir-r-alaa.eq kaisii
zindagii jurm sahii qaabil-e-taaziir nahii.n
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ye kaise dil me.n baseraa karne ko aa ga.e ham
ki jis ke atraaf me.n bhii KHaalii jagah nahii.n hai
Khurram Afaq
Ghazal
KHaak atraaf me.n u.Dtii hai bahut paanii de
is masaafat ko bhii ek KHitta-e-baaraanii de