SEARCH RESULTS
Showing search results for "avadh"
Ghazal MATCHES FOR "avadh"
Ghazal
raat din chain ham ai rashk-e-qamar rakhte hai.n
shaam avadh kii to banaras kii sahar rakhte hai.n
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
ye avadh hai ki jahaa.n shaam kabhii KHatm nahii.n
vo banaras hai jahaa.n roz sahar hotii hai
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
kab talak raunaq-e-shaam-e-avadh ai maah-e-ravaa.n
shaam-e-lahore ko bhii sub.h banaa de aa kar
Akhtar Shirani
Ghazal
Fuzail Jafri
Ghazal
Dhuu.nDhtii phirtii hai paagal kii tarah shaam-e-avadh
lucknow tere trahdaar kahaa.n kho ga.e hai.n
Sultan Akhtar
Ghazal
ye dil-fareb banaaras kii sub.h kaa manzar
avadh kii shaam-e-dil-aaraa hamaare paas to hai
Danish Farahi
Ghazal
lauT aa.o jo kabhii raam kii suurat tum to
man kaa sunsaan avadh diip nagar ho jaa.e
Darvesh Bharti
Ghazal
Aziz Warsi
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
shaam-e-avadh ne zulf me.n guu.ndhe nahii.n hai.n phuul
tere baGair sub.h-e-banaras udaas hai
Ram Awtar Gupta Muztar
Ghazal
aashiyaa.n hotaa to hotaa lauTnaa bhii
kyaa kare 'panchhii' avadh kii shaam le kar
Sardar Panchhi
Ghazal
Gamo.n kii raah me.n taskiin kaa maqaam to hai
nahii.n hai sub.h-e-banaras avadh kii shaam to hai
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
mire sitam kii KHaraashe.n mire hii chehre par
avadh kii shaam bhii mai.n aur hiroshima bhii mai.n
Rafiq Khawar Jaskani
Ghazal
Nazim Sultanpuri
Ghazal
khi.Dkii me.n sub.h vaadii-e-kailaash kaa zuhuur
utre avadh kii shaam kisii roz taKHt par